Oonchi jagah se gir kar main be nishan toota Tere bhi hath khali mera bhi maan toota
اُونچی جگہ سے گِر کر میں بے نشان ٹوٹا
تیرے بھی ہاتھ خالی، میرا بھی مان ٹوٹا
Oonchi jagah se gir kar main be nishan toota
Tere bhi hath khali mera bhi maan toota
خستہ دِلی کا دُکھ بھی اپنی جگہ ہے لیکن
بَستی میں سب سے پہلے میرا مکان ٹوٹا
Khasta dili ka dukh bhi apni jagah hai lekin
Basti mein sab se pehle mera makan toota
فیصل محمود
Faisal Mehmood
Comments
Post a Comment