Laga ke zakhm badan par qabaaye.n deta hai Ye Shehryar bhi kya kya sazaaye.n deta hai



लगा के ज़ख़्म बदन पर क़बाएं देता है
ये शहरयार भी क्या क्या सज़ाएँ देता है

Laga ke zakhm badan par qabaaye.n deta hai
Ye Shehryar bhi kya kya sazaaye.n deta hai

 
तमाम शहर है मक़तल उसी के हाथों से
तमाम शहर उसी को दुआएँ देता है

 Tamaam shehr hai maqtal usi ke haatho.n se
Tamaam shehr usi ko duaaye.n deta hai

 
अहमद फ़राज़
Ahmad Faraz


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Kisi Bashar Mein Hazar Khami Agar Jo Dekho Tou Chup Hi Rehna

Dukh Ye Hai Mera Yousaf o Yaqoob Ke Khaliq Woh Log Bhi Bichdey Jo Bichadnay Ke Nahi Thay