Ab zuban khanjar e qatil ki sana karti hai Hum wohi karte hain jo khalq e Khuda karti hai



اب زباں خنجر قاتل کی ثنا کرتی ہے
ہم وہی کرتے ہیں جو خلق خدا کرتی ہے
Ab zuban khanjar e qatil ki sana karti hai
Hum wohi karte hain jo khalq e Khuda karti hai


پھر کوئی رات بجھا دیتی ہے میری آنکھیں
پھر کوئی صبح دریچے مرے وا کرتی ہے
Phir koi rat bujha deti hai meri ankhen
Phir koi subh dareeche mere va karti hai

 
ایک پیمان وفا خاک بسر ہے سر شام
خیمہ خالی ہوا تنہائی عزا کرتی ہے
Aik paiman e wafa khak basar hai sar e sham
Khaime khali hua tanhaiy aza karti hai

 
عرفان صدیقی
Irfan Siddiqui


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Kisi Bashar Mein Hazar Khami Agar Jo Dekho Tou Chup Hi Rehna

Dukh Ye Hai Mera Yousaf o Yaqoob Ke Khaliq Woh Log Bhi Bichdey Jo Bichadnay Ke Nahi Thay