Andhera jata hai jab bhi ulat pulat ke mujhe To raushni mujhe humwar karne tai hai
اندھیرا جاتا ہے جب بھی الٹ پلٹ کے مجھے
تو روشنی مجھے ہموار کرنے آتی ہے
Andhera jata hai jab bhi ulat pulat ke mujhe
To raushni mujhe humwar karne tai hai
ہوائے کوچۂ دنیا میں جانتا ہوں تجھے
تُو جب بھی آتی ہے، بیمار کرنے آتی ہے
Hawa e koocha e duniya, main janta hoon tujhe
Tu jab bhi ati hai beemar karne ati hai
کاشف مجید
Kashif Majeed
Comments
Post a Comment