Khush Aaye Tujhe Shehar e Munafiq Ki Ameery Hum Logon Ko Sach Kehne Ki Aadat Bhi Buhat Thi



اُردو ادب کے تین خوبصورت نام
حبیب جالبؔ ، ساغرؔ صدیقی ، پروینؔ شاکر

اِس رعونت سے وُہ جیتے ہیں کہ مرنا ہی نہیں
تخت پر بیٹھے ہیں یُوں ، جیسے اُترنا ہی نہیں
Is Raghonat Se Woh Jeetay Hein Keh Marna Hi Nahi
Takht Par Baithay Hein Yun , Jaise Utarna Hi Nahi

(شاعرِ انقلاب)
حبیب جالبؔ
Habib Jalib

جِس عہد میں لُٹ جائے ، فقِیروں کی کمائی
اُس عہد کے سُلطان سے کُچھ بُھول ہُوئی ہے
Jis Ahd Mein Lut Jaye , Faqeeron Ki Kamaai
Us Ahd Ke Sultan Se Kuch Bhool Hoi Hai

(درویش شاعر)
ساغرؔ صدیقی
Saghar Siddiqui

 خوش  آئے   تُجھے   شہرِ   مُنافق   کی   امیری
ہم لوگوں کو سچ کہنے کی عادت بھی بہت تھی
Khush Aaye Tujhe Shehar e Munafiq Ki Ameery
Hum Logon Ko Sach Kehne Ki Aadat Bhi Buhat Thi

(خوشبوؤں کی شاعرہ)
پروینؔ شاکر
Parveen Shakir


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Kisi Bashar Mein Hazar Khami Agar Jo Dekho Tou Chup Hi Rehna

Dukh Ye Hai Mera Yousaf o Yaqoob Ke Khaliq Woh Log Bhi Bichdey Jo Bichadnay Ke Nahi Thay