Ek dard musalsal mujhe sonay nahin deta Dil sabr ka aadi hai mujhe ronay nahin deta
Ek dard musalsal mujhe sonay nahin deta
Dil sabr ka aadi hai mujhe ronay nahin deta
Main uss ki hoon yeh raaz to woh jaan gaaya hai
Woh kis ka hai yeh maloom honay nahin deta

Comments
Post a Comment