Wo pyaar karne wala Beparwah Lagne laga hai Wo sab kuch jaan-ne wala Anjaan Lagne laga hai
Wo pyaar karne wala Beparwah Lagne laga hai
Wo sab kuch jaan-ne wala Anjaan Lagne laga hai
Punchoon to keh deta hai ki pyaar abhi bhi hai mujhse
Par jaane kyun ye pyaar nahin Ehsaan Lagne laga hai

Comments
Post a Comment