Posts

Showing posts from February, 2024

Woh shikway Jo maine kiye hi nahin Saari zindagi karaz rahein ge tum par

Image
  Woh shikway Jo maine kiye hi nahin Saari zindagi karaz rahein ge tum par

Mere be rabt khayaalaat mein kya rakha hai Main to pagal hoon meri baat mein kya rakha hai

Image
Mere be rabt khayaalaat mein kya rakha hai Main to pagal hoon meri baat mein kya rakha hai Baandh rakha hai teri yaad ne maazi se mujhe Warna guzray huey lamhaat mein kya rakha hai Meri takmeel tere zaat se hi mumkin hai Tu alag ho to meri zaat mein kya rakha hai

Hum Bade Shoukh Hain Monh Zor Hain Gustakh Bhi Hain Hum Se Kisi Tour Bhi Ummeed Muhabbat Na Lagayeye

Image
ہم بڑے شوخ ہیں منہ زور ہیں گستاخ بھی ہیں ہم سے کسی طور بھی امید محبت نہ لگائیے Hum Bade Shoukh Hain Monh Zor Hain Gustakh Bhi Hain Hum Se Kisi Tour Bhi Ummeed Muhabbat Na Lagayeye

Mujh Ko Pani Mein Utane Ka Ishara Kar Ke Ja Chuka Chaand Samandar Se Kinara Kar Ke

Image
مجھ کو پانی میں اترنے کا اشــــــارہ کرکے جا چکا چاند ســـــــمندر سے کِنارہ کرکے Mujh Ko Pani Mein Utane Ka Ishara Kar Ke Ja Chuka Chaand Samandar Se Kinara Kar Ke تجربہ ایک ہی عبرت کے لئے کافی تھا میں نے دیکھا ہی نہیں عــــــــشق دوبارہ کرکے Tajruba Aik Hi Ibrat Ke Liye Kafi Tha Main Ne Daikha Hi Nahi Ishq Dobara Kar Ke

Bhoole'n hain rafta rafta unhe muddato'n mei ham Kishto'n mei khudkushi ka mza ham se poochhiye

Image
Bhoole'n hain rafta rafta unhe muddato'n mei ham Kishto'n mei khudkushi ka mza ham se poochhiye

Dil khol kar aaj roye hum Le doobi aaj humhein thakawat sabar ki

Image
Dil khol kar aaj roye hum Le doobi aaj humhein thakawat sabar ki

The tongue is silent but My emotions speak for itself.

Image
The tongue is silent but My emotions speak for itself. The tongue is silent but My emotions speak

Hasti Mit jati hai Aashiyaan Banane Mein Bahut Mushkil hoti hai Aapno Ko Samjhane Mein

Image
Hasti Mit jati hai Aashiyaan Banane Mein Bahut Mushkil hoti hai Aapno Ko Samjhane Mein Ek pal mein Kisi Ko bhula na Dena Zindagi lag jati hai Kisi Ko Aapna Banane mein

Likha hai kya lakeeron mein mujhe parhna nahin aata Teri bedard duniya se mujhe larna nahin aata

Image
Likha hai kya lakeeron mein mujhe parhna nahin aata Teri bedard duniya se mujhe larna nahin aata Bas itna hausla de de Kabhi na aankh yeh jhalke Bhatakna hai muqaddar mein kabhi na aankh yeh bhatke

Tum Jis Ko Dasteyaab Ho Lazim Hai Us Peh Keh Har Roz Apne Bakht Ka Sadqa Diya Kare

Image
تم جس کو دستیاب ہو لازم ہے اس پہ کہ ہر  روز  اپنے   بخت   کا  صدقہ  دیا  کرے Tum Jis Ko Dasteyaab Ho Lazim Hai Us Peh Keh Har Roz Apne Bakht Ka Sadqa Diya Kare

Tere Hi Sharton Peh Agar Karna Hai Tujh Ko Qabool Yeh Saholat Tou Mujhe Sara Jahan Daita Hai

Image
تیری ہی شرطوں پہ اگر کرنا ہے تجھ کو قبول یہ سہولت تو مجھے سارا جہاں دیتا ہے Tere Hi Sharton Peh Agar Karna Hai Tujh Ko Qabool Yeh Saholat Tou Mujhe Sara Jahan Daita Hai

Udasi Khatam Ho Jaye Agar Tum Milny Aa Jao Mera Har Zakham So Jaye Agar Tum Milny Aa Jao

Image
اداسی ختم ہو جائے اگر تم ملنے آ جاؤ میرا ہر زخم سو جائے اگر تم ملنے آ جاؤ تمہارے قرب کے لمحے میسر ہم کو آ جائیں یہ دل رنگوں میں کھو جائے اگر تم ملنے آ جاؤ شب ہجراں کے ماتھے پر سویرے پھر سے روشن ہوں یہ رت گجرے پرو جائے اگر تم ملنے آ جاؤ ستارا بخت کا اپنا بلندی پر نظر آئے زمیں آکاش ہو جائے اگر تم ملنے آ جاؤ ہواؤں میں بسی پھولوں کی دل آویز یہ خوشبو مرے دل میں سمو جائے اگر تم ملنے آ جاؤ کڑکتی دھوپ ہے سر پر بھلا انکار یہ کب ہے مجھے ساون بھگو جائے اگر تم ملنے آ جاؤ ثمینہ سید

Us Se Kehna Keh Hoshyar Rahe Ishq Raste Mein Chor Deta Hai

Image
اُس سے کہنا کہ ہوشیار رہے عشق رستے میں چھوڑ دیتا ہے ڈراڑ آتی نہیں باہر کوئی ہجر اندر سے توڑ دیتا ہے Us Se Kehna Keh Hoshyar Rahe Ishq Raste Mein Chor Deta Hai Dar Ud Aati Nahi Bahir Koi Hijar Andar Se Tod Deta Hai

Main Jo Itna Sa Piyari Hon Jao Aaraam Karo Konsa Tumhari Hon

Image
میں جو  اتناااااا  سا  پیاری ہوں جاؤ آرام کرو۔کونسا تمہاری ہوں Main Jo Itna Sa Piyari Hon Jao Aaraam Karo Konsa Tumhari Hon

Koi samjh hi nahin pa raha meri aa’ziyat ko Sab se keh rahi hoon thak gaayi hoon main

Image
Koi samjh hi nahin pa raha meri aa’ziyat ko Sab se keh rahi hoon thak gaayi hoon main

Hum Ne Khud Ko Khud He Dus Liya Heraan Rah Gaya Astyeen Ka Saanp

Image
ہم نے خود کو خود ہی ڈس لیا، حیران رہ گیا آستین کا سانپ   Hum Ne Khud Ko Khud He Dus Liya Heraan Rah Gaya Astyeen Ka Saanp

Whenever I talk to myself You must be mentioned.

Image
Whenever I talk to myself You must be mentioned. John Elia Whenever I talk to myself You must be mentioned. Jaun Alia

Us ki umeed e naaz ka, ham se ye maan thaa ke aap Umr guzaar deejiye, umr guzaar di gayee

Image
उस की उमीदे नाज़ का, हम से ये मान था के आप उम्र गुज़ार दीजिए, उम्र गुज़ार दी गई ।  जॉन एलिया اس کی امیدِ ناز کا ہم سے یہ مان تھا کہ آپ عمر گزار دیجئے، عمر گزار دی گئی جون ایلیاء Us ki umeed e naaz ka, ham se ye maan thaa ke aap Umr guzaar deejiye, umr guzaar di gayee Jaun Elia  

Who is this peeps? What is that? Turn off the lights and see, it may not be morning.

Image
Who is this peeps? What is that? Turn off the lights and see, it may not be morning. Mohammad Alvi Who is this peeps from the oat of Kiwad? Try to turn off the lights, let there be no morning. Muhammad Alvi

My voice is the veil of my face, Where I am silent, hear me from there.

Image
My voice is the veil of my face, Where I am silent, hear me from there. My voice is the veil of my face. Listen to me where I am silent.

Sab ne humare zawaal ka intezaar rakha hai Rab ne hum mein pata nahin kya kamaal rakha hai

Image
Sab ne humare zawaal ka intezaar rakha hai Rab ne hum mein pata nahin kya kamaal rakha hai

Bas meri mohsbbat hi samajh na paye tum Baki har ghalti ka barabar hisaab rakhte ho

Image
بس میری محبت ہی سمجھ نہ پائے تم باقی ہر غلطی کا برابر حساب رکھتے ہو Bas meri mohsbbat hi samajh na paye tum Baki har ghalti ka barabar hisaab rakhte ho

Churaai Hein Sari Mastiyan Mai-Khane Ki Buhat Gila Hai SAQI Ko Teri Aankhon Se

Image
چراٸی ہیں ساری مستیاں میخانے کی بہت گلہ ہے ساقی کو تیری آنکھوں سے Churaai Hein Sari Mastiyan Mai-Khane Ki Buhat Gila Hai SAQI Ko Teri Aankhon Se  

Suno Ki Ab Hum Gulaab Denge Gulaab Lenge

Image

Main Chahta Tha Ki Usko Gulaab Pesh Karon

Image

Vaada Jhoota Kar Liya Chaliye Tasalli Ho Gayi

Image

Jab Us Ne Vaada Kiya Hum Ne E'tibaar Kiya

Image

Pyaar Saughaat , Wafa Nazr , Mohabbat Tohfa

Image

Main Tohfa Le Ke Aaya Hoon Tamannaoun Ke Phoolon Ka

Image

Main Us Ke Vaade Ka Ab Bhi Yaqeen Karta Hoon

Image

Sara Jurm Ae Mukhlis Akhiyan Da Jinhan Zalim Sajan Pasand Keety

Image
سارا جُرم اے مُخلِص اکھِیاں دا جِنہاں ظالِم سجّن پسند کیتے Sara Jurm Ae Mukhlis Akhiyan Da Jinhan Zalim Sajan Pasand Keety

Use Kisi Se Muhabbat Na Thi

Image

Aur Kuch Tohfa Na Tha Jo Laate Hum Tere Niaz

Image

Kisi Ke Sheereen Labon Se Udhar Lete Hain

Image

Teri Majbooriyan Durust Magar Tu Ne Vaada Kiya Tha Yaad To Kar

Image

KUCHH BHI NAHIN AGAR TOU HATHELI PE JAAN SAHI TUHFA KOI TOU US KE LIYE YAAR LE CHALO

Image

Tum Se Mil Kar Imli Meethi Lagti Hai Tum Se Bichad Kar Shahad Bhi Khaara Lagta Hai

Image

Har Baar Hai Naya Tere Milne Ka Zaaiqa Aisa Samar Kisi Bhi Shajar Ne Nahi Diya

Image

Main Tere Zikar Ki Vaadi Mein Sair Karta Rahoon

Image

Din Mein Aane Lage Hain Khwaab Mujhe

Image

Suboot Hai Ye Muhabbat Ki

Image

Aapne Jhoota Vaada Kar Ke Aaj Humari Umr Badhe Di

Image

Badan Mein Jaise Taazyana Ho Gaya Hai

Image

Usmein Saari Sifaat Phoolon Ki

Image

Tumhare Jaise Hazaron Aaye Hazaron Gaye Waise Tum Ne Apna Naam Kia Bataya Tha

Image
تمہارے جیسے ہزاروں آئے ہزاروں گئے ویسے تم نے اپنا نام کیا بتایا تھا Tumhare Jaise Hazaron Aaye Hazaron Gaye Waise Tum Ne Apna Naam Kia Bataya Tha

Husan Ki Alamat Hon , Ya Koi Qayamat Hon Ya'ani Teri AAnkhon Ka Intekhab Ho Jana

Image
حسن کی علامت ہوں ،  یا کوئی  قیامت ہوں یعنی تیری آنکھوں کا  انتخاب ہو جانا Husan Ki Alamat Hon , Ya Koi Qayamat Hon Ya'ani Teri AAnkhon Ka Intekhab Ho Jana نیند نے یہ پوچھا ہے ،  میری گہری آنکھوں سے کیا ، بہت ضروی ہے محوِ خواب ہو جانا ؟ Neend Ne Yeh Poocha Hai , Meri Gehri Aankhon Se Kia , Buhat Zarori Hai Maho e Khuwaab Ho Jana ?

Ajab Apna Haal Hota Jo Wisal e Yaar Hota Kabhi Jaan Sadqay Hoti Kabhi Dil Nisar Hota

Image
عجب اپنا حال ہوتا جو وصال یار ہوتا کبھی جان صدقے ہوتی کبھی دل نثار ہوتا Ajab Apna Haal Hota Jo Wisal e Yaar Hota Kabhi Jaan Sadqay Hoti Kabhi Dil Nisar Hota شاعر: داغ دہلوی Poet:Dagh Dehlvi  

Woh Barang e Aitbar Aankhon Mein Hai Aik Taskeen Ik Qarar Aankhon Mein Hai

Image
وہ برنگ اعتبار آنکھوں میں ہے ایک تسکیں اک قرار آنکھوں میں ہے Woh Barang e Aitbar Aankhon Mein Hai  Aik Taskeen Ik Qarar Aankhon Mein Hai میں نئی رت کے سفر پر ہوں مگر پچھلے موسم کا خمار آنکھوں میں ہے Main Nayi Rut Ke Safar Par Hon Magar Pichlay Mousam Ka Khumar Aankhon Mein Hai خیر مقدم کہہ رہے ہیں سرخ لب چاہتوں کا اشتہار آنکھوں میں ہے Khair Maqdam Keh Rahe Hain Surakh Lab Chahaton Ka Ishtehar Aankhon Mein Hai روشنی کی طرح وہ رخصت ہوا جگنوؤں کی اک قطار آنکھوں میں ہے Roshni Ki Tarah Woh Rukhsat Hoa Jugnoun Ki Ik Qatar Aankhon Mein Hai ڈوبتے لمحوں کی کشتی پر سوار کاروان انتظار آنکھوں میں ہے Doobte Lamhon Ki Kashti Par Sawar Kawaan Intezar Aankhon Mein Hai ایک طوفاں دل کی گردش میں احساں ایک جوئے اشک بار آنکھوں میں ہے Aik Toofan Dil Ki Gardish Mein IHSAN Aik Joye Ashk Bar Aankhon Mein Hai   احساں Ihsan

Phir Se Aaya Hai Woh Lamha , Mere Piyare Logo Faisla Karna Hai Jab Apne Muqadar Ka Tumhein

Image
پھر سے آیا ہے وہ لمحہ، مِرے پیارے لوگو فیصلہ کرنا ہے جب اپنے مقدر کا تمہیں Phir Se Aaya Hai Woh Lamha , Mere Piyare Logo Faisla Karna Hai Jab Apne Muqadar Ka Tumhein ایک ہوجاؤ بس اک دن، مِرے سارے لوگو آج کردار ادا کرنا ہے رہبر کا تمہیں  Aik Ho Jao Bas Ik Din , Mere Sare Logo Aaj Kirdar Ada Karna Hai Rehbar Ka Tumhein اور کچھ بھی نہ کرو، دل کی سُنو، ووٹ تو دو اُس چُناؤ میں جسے چاہو چُنو، ووٹ تو دو  Aur Kuch Bhi Na Karo , Dil Ki Suno , Vote Tou Do Us Chunao Mein Jise Chaho Chuno , Vote Tou Do تم ہو چوبیس کروڑ اور تمہاری رائے آنے والے کئی برسوں کو کرے گی روشن  Tum Ho Chaobees Karor Aor Tumhari Raaye Aanay Wale Kai Barson Ko Karegi Roshan دور ہوجائیں گے اس صحن سے غم کے سائے اور ہوجائے گا پُرنور ہمارا آنگن  Door Ho Jaeingy Is Sehan Se Gham Ke Saaye Aur Ho Jaeyega Pur-Noor Humara Aangan یہ جو گھر تم سے ہے آباد، تمہارا ہی تو ہے یہ جو ہے مُلکِ خداداد،،تمہارا ہی تو ہے Yeh Jo Ghar Tum Se Hai Aabad , Tumhara Hi Tou Hai Yeh Jo Hai Mulk e Khudadad , Tumhara Hi Tou Hai رحمان فارس ...

Mera sochna teri zaat tak Meri gufftagu teri baat tak

Image
Mera sochna teri zaat tak Meri gufftagu teri baat tak Na Tum Milo jo kabhi mujhe Mera dhoondna tukhe paar tak Kabhi fursatein jo milay to aa Meri zindagi ke hashar tak Maine jaana ke main to kuch nahin Tere pehle se tere baad tak