Jin Jin Ko Tha Ye Ishq Ka Aazar Mar Gaye Aksar Hamare Sath K Beemar Mar Gaye


شاعر میر تقی میر

بک انتخاب کلام میر
صفحہ 434
غزل 439
قافیہ ر
ردیف ۓ


انتخاب اور ٹائپ
فاروقی.54

جن جن کو تھا یہ عشق کا آذار مر گۓ
اکثر ہمارے ساتھ کے بیمار مر گۓ

یوں کانوں کان گل نے نہ جانا چمن میں آہ
سر کو پٹک کے ہم پس دیوار مر گۓ

مجنوں نہ دشت میں ہے نہ فرہاد کوہ میں
تھا جن سے لطف ۓ زندگی وہ یار مر گۓ
 

Poet Meer Taqi Meer
Type By
 

*_FAROOQI.54_*

Jin Jin Ko Tha Ye Ishq Ka Aazar Mar Gaye

Aksar Hamare Sath K Beemar Mar Gaye

Youn Kaanoon Kaan Gull Ne Na Jana Chaman Mein Aah

Sar Ko Patak K Hum Pas-E-Deewar Mar Gaye

Majnoon Na Dashat Mein Hai
Na Farhaad Koh Mein

Tha Jin Se Luttaf-E-Zindagi Woh Yaar Mar Gaye


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo