Awaz K Humrah Sarapa Bhi To Dekhon

 

Poetess Parveen Shakir 

 

Awaz K Humrah Sarapa Bhi To Dekhon,

Aaye Jan-E-Sukhan! Main Tera Chehra Bhi To Dekhon,

Dastak To Kuch Aisi Hai K Dil Choone Lagi Hai,

Us Jis Mein Barish Ka Ye Jhonka Bhi To Dekhon,

Sehra Ki Tarha Rehte Howe Thak Gai Aankhain,

Dukh Kehta Hai Ab Main Koi Daria Bhi To Dekhon,

Ye Kia K Wo Jab Chahe Mujhe Cheen Le Mujh Se,

Apne Liye Wo Shakhs Tarpta Bhi To Dekhon,

Ab Tak To Mere Sheir Hawal Rahe Tera,

Ab Tak Jo Sar Ab Aaye Thay Anjane Mein Aaye,

Pehchane Howe Raston Ka Dhoka Bhi To Dekhon.................!

Book

Mera Shehr Sukhan 

 

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo