Ek Gulab Sa Mukhra 
Chand Ko Takta

 

 

Poet:- Nusrat irani. 

 

Ek Gulab Sa Mukhra

Chand Ko Takta,

Kangan Se Ulajhta Dekha Hai,

Hai Wo Staron K Jaise Jagmgata,

Soraj Ki Manid Chamkta Dekha Hai,

Rehta Hai Wo Gulab K Jaise Har Dam,

Bhanwre Ki Manid Ek Dewana Mandlata Dekha Hai,

Nain Jis K Misal Chalakti Sarahi K,

Honton Pe Pyar Ka Pyam Dekha Hai,

Taareef Us Ki Main Kia Karon Apni Ghazal Mein,

Husn-e-Yousaf Sa Zamane Mein Kuhram Dekha Hai,

Nusrat Us K Liye Dunia Chor Don Gi,

Us Mein Mohabbat Ka Ek Jahan Dekha Hai...............!

 

 

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo