Is Eid Par Tum Aa Jate Aa Kar Mujhe Gale Se Laga Jate

Poet: Affan khan


Type By

*._Ayaz khan_.*


Is Eid Par Tum Aa Jate Aa Kar Mujhe Gale Se Laga Jate.


Teri Judai K Gham Saje Hain.


Tum Aa K in Mein Khushiyan Mela Jate.


Meri Aankhon Mein Koi Sapna Nahi.


Tum Aa K Naye Sapne Dekha Jate.


Tishnagi Bahut Hai Teri Judai Ki.


Tum Aa K Kuch Piyaas Buja Jate.


Saaz Bajte in Fizaon Mein Khushi K.


Tum Aa K Geet Khushi K Suna Jate.


AFFAN Ab Tere Dil Hum Nahi.


Tum Aa K Pher Dil Basa Jate.......*


Mazeed collection Follow khan61 send 8001.

10 comments:

  1. umda collection kashiiiiiiiiif ji

    ReplyDelete
  2. very nic kashif bht acha blog hy apka or isi tarha har tarha ki collection kiya karo or thori templete change kar do to aur b khoobsoorti ma azafa ho jaye ga v.v.v.nice kashif mari dua hay k ALLAH apko mazeed kamyabi atta farmaye aameen.

    ReplyDelete
  3. Thank full 2 u Shanza
    main koshish kr raha hon agr ap logon ka saath raha to INSHA ALLAH zaror ap ki request ko dekha jaye ga.Bundle of Thanks.
    Farzana Khanam & Anwaar Shah sahib apka b Thanks ap apni qeemati tajaveez d kr hmari hosala afzai krte raha karen.

    ReplyDelete
  4. umda intakhab janab kashif mohtaram hum ap pe objaction to nahi laga saktay aap kabhi kabhi laga detay hain

    ReplyDelete
  5. Malik Bro
    pasandedgi ka shukria muhtaram Arshad Malik sb ap bhi objection laga sakten hen.agar me koi galty karo tu?

    ReplyDelete
  6. thank u kashif sb ap ne humain reply kia

    ReplyDelete
  7. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo