Sikast-E-Dil Ki Sada Kaise Sunaon Mein, Suna Hai Yahan Log Eid Mana Rahe Hain

 

*.*.*.*.*.*.*.*.*.*
Eid Collection-15
*.*.*.*.*.*.*.*.*.*

Poet Ayaz Khan

Type By
   *._Ayaz_Khan_.*

Sikast-E-Dil Ki Sada Kaise Sunaon Mein,

Suna Hai Yahan Log Eid Mana Rahe Hain,

Tarap Raha Hon Mein Us Ki Judaai Par,

Aur Log Eid Par Apne Ghar Sajaa Rahe Hain,

Khula Saboot Hai Ye Mere Raqibon Ka,

Meri Hasraton Ki Qabar Par Diye Jala Rahe Hain.

Sajaa Kar Bazam-E- Eid Mere Ghar K Samne,

Zulmi Mujhe Khon K Aanso Rola Rahe Hain.


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo