Itna Na Mujhe Socha Kar Khud Se Na Youn Uljha Kar


شاعر عمر راہی
انتخاب اجڑا دل
اتنا نہ مجھے سوچا کر
خود سے نہ یوں الجھا کر
آوارہ زلفیں چوم لیتی ہیں رخسار
یوں نہ سوچوں میں ڈوبا کر
بھنورے منڈلانے لگے گیں تجھے دیکھ کر
بے حجاب گھر سے نہ نکلا کر
بالی عمر ہے زمانہ بے رحم
ہر کسی سی نہ راز محبت کہا کر
دل کی سلطنت تو تجھے دے دی
ملکیت ہے تیری سمجھا کر
زمانہ جان لے گا تیرے میرے پیار کی کہانی
راز ۓ دل پاگل چاند سے نہ کہا کر
راہی آوارا بھٹک کے تھک گیا
کب لوٹ آۓ دروازہ کھلا رکھا کر

Poet Umar Raahi
Itna Na Mujhe Socha Kar
Khud Se Na Youn Uljha Kar
Aawara Zulfein Choom Leti Hai Rukhsar
Youn Na Sochoon Mein Dooba Kar
Bhanwre Mandlane Lage Ge Tujhe Dekh Kar
Be Hijab Ghar Se Na Nikala Kar
Bali Umer Hai Zamana Be Raham
Har Kisi Se Na Raaz-E-Mohabbat Kaha Kar
Dil Ki Sultinat To Tujhe De Di
Milkiyet Hai Teri Samjha Kar
Zamana Jaan Le Ga Tere Mere Pyar Ki Kahani
Raaz-E-Dil Pagal Chaand Se Na Kaha Kar
RAAHI Aawara Bhatak K Thak Gaya
Kab Jane Lot Aaye Darwaza Khula Rakha Kar

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo