Jo Looh-E-Yaddasht Pe Tehreer Shuda Hain Ik Qaid-E-Ba-Mushaqqat Ke Sazawar Hain (Razab Tabraiz)

!!!! GHUNDEY!!!!

Jo Looh-E-Yaddasht Pe Tehreer Shuda Hain

Ik Qaid-E-Ba-Mushaqqat Ke Sazawar Hain

Jo Laitey Rahe Mujh Se Tawaan-E-Musarrat Zindan-E-Chishm

Main Jo Abhi Khenchtey Hain Saans Boseedgi

Ki Shakal Mein Chand Borrhey Waqiaat

Main Ab Bhi Milta Hon Baroz-E-Mulaqaat

(Razab Tabraiz)



!!!! غُنڈے !!!!
جو لوحِ یادداشت پہ تحریر شدہ
ھیں
اک قیدِ بامشقّت کے جو سزاوار
ھیں ۔۔۔
جو لیتے رہے مجھ سے تاوانِ مسرت
زندانِ چشم
میں جو ابھی کھینچتے ھیں سانس ۔۔۔
بوسیدگی
کی شکل میں چند بوڑھے واقعات
میں ان سے
اب بھی ملتا ھوں بروزِ ملاقات
(رزب تبریز)

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo