Latest Post
Loading...

Meri Dastan-E-Hasrat Wo Suna Suna K Roye Mujhay Azmane Wale ,Mujhe Azma K Roye


Meri Dastan-E-Hasrat Wo Suna Suna K Roye
Mujhay Azmane Wale ,Mujhe Azma K Roye

Koi Aesa ehl-E-Dil Ho K, Fasan-A-Muhabat
Usay man Suna K Rouun , Wo Mujhe Suna K Roye

Teri Bewafayon Per,Teri Kaj Adayon Per
Kabhi Ser Jhuka K Roye,Kabhi Moun Chupa K Roye

Jo Sunyi Anjman Main Shub -e- Ghum Ki Aap Beeti
Kayi Roo K Muskare,Kayi Muskara K Roye


0 comments:

Post a Comment

 
Toggle Footer