Daana Thay Nadaan Nahin Thay Phir Bhi Dhoka Kha Baithe Zanjeeron Ke Kaatne Vaaley Apna Haath Kata'a Baithe


Daana Thay Nadaan Nahin Thay Phir Bhi Dhoka Kha Baithe.....
Zanjeeron Ke Kaatne Vaaley Apna Haath Kata'a Baithe.......
Hum Se Kaisi Bhuul Huyi Hai Sochte Hein Pachhtaate Hein.....
Shama'a Jalaana Seekh Rahey Thay, Ghar Ko Aag Laga Baithe.......

دانا تھے نادان نہیں تھے پھر بھی دھوکہ کھا بیٹھے
زنجیروں کے کاٹنے والے اپنا ہاتھ کٹا بیٹھے
ہم سے کیسی بھول ہوئی ہے سوچتے ہیں پچھتاتے ہیں
شمع جلانا سیکھ رہے تھے گھر کو آگ لگا بیٹھے

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo