Main pal do pal ka shayar hoon Pal do pal meri kahani hai


Har Dil Aziz Mukesh ji ka Ek AMAR GEET

Main pal do pal ka shayar hoon
Pal do pal meri kahani hai
Pal do pal meri hasti hai
Pal do pal meri jawani hai
Main pal do pal ka shayar hoon

Mujhse pahele kitne shayar
Aaye aur aakar chaley gaye
Kuch anhein barkar laut gaye
Kuch nagme gaa kar chaley gaye hai
Woh bhi ek pal ka kissa thhey
Main bhi ek pal ka kissa hoon
Kal tumse jhuda ho jaunga
Jo aaj tumhara hissa hoon
Main pal do pal ka shayar hoon
Pal do pal meri kahani hai
Pal do pal meri hasti hai
Pal do pal meri jawani hai
Main pal do pal ka shayar hoon

Kal aur ayenge nagmon ki

Khilti kaliyan choonewale

Mujhse behetar kahenewale

Tumse behetar sunnewale

Kal koi mujhko yaad karhey

Kyon koi mujhko yaad karhey

Masruf zamana mere liye

Kyon waqt apna barbadh kare

Main pal do pal ka shayar hoon

Pal do pal meri kahani hai

Pal do pal meri hasti hai

Pal do pal meri jawani hai

Main pal do pal ka shayar hoon


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo