sunder sur sajaane ko saaz banaati hon noseekhiye parindon ko baaz banati hon


किसी ने ए्क शिक्षिका से पूछा - क्या करती हो आप ??
Kisi ne ek teacher se poochha kya karti ho aap ??

शिक्षका का सुन्दर जवाब देखिए
Teacher ka khoobsorat jawaab dekhiye

सुन्दर सुर सजाने को साज बनाती
नौसिखिये परिंदों को बाज बनाती

sunder sur sajaane ko saaz banaati hon
noseekhiye parindon ko baaz banati hon

चुपचाप सुनती हूँ शिकायतें सबकी
तब दुनिया बदलने की आवाज बनाती

chupchaap sunti hon shikaayaten sabki
tab duniya badalne ki aawaaz banaati hon

समंदर तो परखता है हौंसले कश्तियों के
और मैं डूबती कश्तियों को जहाज बनाती

samander to parakhta hai hosle kashtiyon ke
aur main doobti kashtiyon ko jahaaz banaati hon

बनाए चाहे चांद पे कोई बुर्ज ए खलीफा
अरे मैं तो कच्ची ईंटों से ही ताज बनाती

banaaye chaahe chaand pe koi burj-e-khalifa
are main to kachchi einton se hi Taaj banaati hon...

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo