Mere likhay hoay lafz bheeg gaey barishon k bahanay Phir wo shamma bhi bujh gai hawaoon k bahanay



Mere likhay hoay lafz bheeg gaey barishon k bahanay
Phir wo shamma bhi bujh gai hawaoon k bahanay
Gham ye nhi k sirf wohi juda hua muj sy
Dukh tu ye k baharain rooth gai khizaoon k bahanay
Mujay tu lgti hy saazish in Parindo ki b dosto
Mujhay dekhtay hi jo urr gaey Fizaoon k bahanay
Badlay hoay dekhain hain raat ko chand k b tevar
Mujhay chat pr dekh kr chhup gya badloon k bahanay
Ab tu ikhtiar nhi in ankhoon pr bhi
Bheeg jati hein aksar usy bhulnay k bahanay

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo