ON ZAINAB Wo tuh nanhi see kali thee, Zindagi bhi kia dekhey uss ne Abhi tuh sirf saat baras he tu hue thea Usey kia maloom tha, yahan,bherea


Image may contain: plant, flower, nature and outdoor

ON ZAINAB
MY LATEST
11.1.17
Wo tuh nanhi see kali thee,
Zindagi bhi kia dekhey uss ne
Abhi tuh sirf saat baras he tu hue thea
Usey kia maloom tha, yahan,bherea
Khuley aam phirtey hein
Wo tu nanhi se pari thee
Zindagi bhi kia dekhey uss ne
Masoom thii wo
Jaan na sakey wo
Yahan admion ke bhaes mein
Janwar bhi mojood hotey hein
Betian tuh sab ke betian hotey hein
Sab ke izzat hotey hein, ye kaisa
Ham sab ke izzat, hamari beti
Zainab, ko bacha na sakey
Insaaf chahea hae hamein
Zainab ke lea, takey koi aur zainab
koi or zainab ke kismat ye na ho
AMEEN
Farquleet Mahmood

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo