Posts

Showing posts from February, 2019

Zameer Khan Zameer Ao Tahir Khan Pakistan Du Para Shairi Ya Zama Gul Watana , Zama Zaan Watana ,

https://www.youtube.com/watch?v=MO0oRAyCRPw Zameer Khan Zameer Ao Tahir Khan Pakistan Du Para Shairi Ya Zama Gul Watana , Zama Zaan Watana , ترجمہ اے گل وطن اے محبوب وطن چار بچے اللہ نے دیے ہیں لیکن ایمان میرا یہ ہے کے اگر تجھ پے مصیبت آٸے تو یہ تجھ پے قربان وطن اور یہ بہت مشکل ہے کے اور تجھ پے جھنڈا لہرادے اے خدا آباد رکھ تاقیامت پاکستان وطن اے میرے جگر وطن میرے اپنے آپ وطن اے میرے پھول وطن اے میرے محبوب وطن اس جھنڈے کی معنی کیا ہے میں مانتا ہوں نہ قسم رب کی میں لایا ہوں اس پے ایمان وطن اگر تیرے خلاف ہو اور تیرے خلاف بندوق اٹھالے تو قسم رب کی ماردونگاں اپنا ابّا جان وطن اے میرے جگر وطن میرے اپنے آپ وطن اے میرے پھول وطن اے میرے محبوب وطن یہ لوگ برا بُلا کہتے ہیں لیکن کہنے دو انکو جنگ کے سامنے ڈٹے ہے تیرے فوجی جوان وطن اے میرے جگر وطن میرے اپنے آپ وطن اے میرے پھول وطن اے میرے محبوب وطن کالی بھوری سبز جیسی بھی ہے یہ وردی قسم رب کی تیرے سے سارے قربان وطن اے میرے جگر وطن میرے اپنے آپ وطن اے میرے پھول وطن اے میرے محبوب وطن خدا تجھے ٹھیک کردیگاں یہ گبھرانا نہیں تیرے گلے لگاٶنگاں ...

Unko unse hi churane ka ye jo junoon hai...! Apne nakhuda ko Khuda banane ka junoon ha

Image
Unko unse hi churane ka ye jo junoon hai...! Apne nakhuda ko Khuda banane ka junoon hai..!!

Qurbat Bhi Nahi Dil Se Utar Bhi Nahi Jata Woh Shaks Koi Faisla Kar Bhi Nahi Jata

Image
قربت بھی نہیں دل سے اُتر بھی نہیں جاتا وہ شخص کوئی فیصلہ کر بھی نہیں جاتا دل کو تیری چاہت پے بھروسہ بھی بہت ہے اور تجھ سے بچھڑ جا نے کا ڈر بھی نہیں جاتا Qurbat Bhi Nahi Dil Se Utar Bhi Nahi Jata Woh Shaks Koi Faisla Kar Bhi Nahi Jata Dil Ko Teri Chahat Hai Bharosa Bhi Buhat Hai Aur Tujh Se Bichad Jane Ka Dar Bhi Nahi Jata

Uthi Jo Chishm Aap Pe Hoi Wahi Qandeel Aap Apna Aks Qadar Taqseem Kar Gaye

Image
اٹهی جو چشم آپ پہ ہوئی وہی قندیل آپ اپنا عکس کس قدر تقسیم کر گئے رزبؔ تبریز Uthi Jo Chishm Aap Pe Hoi Wahi Qandeel Aap Apna Aks Qadar Taqseem Kar Gaye Razab Tabraiz

Ik Shair Mein Toh Samany Se Rahein Woh Ram-Alood , Woh Ramz Shanaas , Woh Rampa Aankhein

Image
اک شعر میں تو خیر  سمانے سے رہیں وہ رم آلود، وہ رمز شناس، وہ رمپا آنکھیں رزبؔ تبریز Ik Shair Mein Toh Samany Se Rahein Woh Ram-Alood , Woh Ramz Shanaas , Woh Rampa Aankhein Razab Tabraiz

Yeh Uzr-e-Imtehan-e-Jazba-e-Dil Kaisa Nikal Aaya Main ilzam Unko Deta Tha , Qusoor Apna Nikal Aaya

Image
یہ عُذرِ اِمتحانِ جذب ِ دل کیسا نِکل آیا میں اِلزام اُن کو دیتا تھا قُصُور اپنا نِکل آیا Yeh Uzr-e-Imtehan-e-Jazba-e-Dil Kaisa Nikal Aaya Main ilzam Unko Deta Tha , Qusoor Apna Nikal Aaya

Khuda naseeb kare un ko daimi khushian Adam woh log jo hum ko udaas rakhte hain

Image
خدا نصیب کرے ان کو دائمی خوشیاں عدم وہ لوگ جو ہم کو اداس رکهتے ہیں عبدالحمید عدم Khuda naseeb kare un ko daimi khushian Adam woh log jo hum ko udaas rakhte hain Abdul hameed Adam

Tajurba tujh se bichhadne ka kuch aisa tha Zakhm khamosh rahe dard meetha meetha tha

Image
तजुरबा तुझ से बिछड़ने का कुछ ऐसा था ज़ख़्म खामोश रहे दर्द मीठा मीठा था ! सतेन्द्र !   Tajurba tujh se bichhadne ka kuch aisa tha Zakhm khamosh rahe dard meetha meetha tha Satendra Mohan Sharma

Dheyan me Aa kar baithj gaye ho ,Tum Bhi Na Mujhe musalsal dekh rahe ho ,Tum Bhi Na

Image
دھیان میں آ کر بیٹھ گئے ہو, تم بھی نا مجھے مسلسل دیکھ رہے ہو, تم بھی نا دے جاتے ہو مجھ کو کتنے رنگ نئے جیسے پہلی بار ملے ہو, تم بھی نا ہر منظر میں اب ہم دونوں ہوتے ہیں مجھ میں ایسے آن بسے ہو, تم بھی نا عشق نے یوں دونوں کو ہم آمیز کیا اب تو تم بھی کہہ دیتے ہو, تم بھی نا خود ہی کہو,اب کیسے سنور سکتی ہوں میں آئینے میں تم ہوتے ہو, تم بھی نا بن کے ہنسی ان ہونٹوں پر بھی رہتے ہو اشکوں میں بھی تم بہتے ہو, تم بھی نا میری بند آنکھیں بھی تم پڑھ لیتے ہو مجھ کو اتنا جان چکے ہو, تم بھی نا مانگ رہے ہو رخصت مجھ سے اور خود ہی ہاتھ میں ہاتھ لیے بیٹھے ہو, تم بھی نا Dheyan me Aa kar baithj gaye ho ,Tum Bhi Na Mujhe musalsal dekh rahe ho ,Tum Bhi Na De Jate Ho Mujh ko Kitny Rangt Naye Jaise Pehli Baar Mily Ho ,Tum Bhi Na Har Manzar Mein Ab Hum Dono  Hote Hain Mujh mein Aise Aaan Basy Ho  ,Tum Bhi Na Ishq Ne Yun Dono ko Hum-Amaiz Kia Ab Tou Tum Bhi Keh Dete Ho  ,Tum Bhi Na Khud Hi Kaho , Ab Kaise Sanwar Sakti Hon Ma...

Mujhe Le Chal Apne Sang Piya ! Meri Aankh Mein Tere Rang Piya ! Ab Mujh Ko "Main " Se "Tu" Kar De ! " Main " Apne Aap Se Tang Piya !

Image
💝 ﻣﺠﮭﮯ ﻟﮯ ﭼﻞ ﺍﭘﻨﮯ ﺳﻨﮓ ﭘِﯿّﺎ ! ✨ 💝 ﻣﯿﺮﯼ ﺁﻧﮑﮫ ﻣﯿﮟ ﺗﯿﺮﮮ ﺭﻧﮓ ﭘِﯿّﺎ ✨ 💝 ﺍﺏ ﻣﺠﮫ ﮐﻮ "ﻣﯿﮟ" ﺳﮯ "ﺗﻮ" ﮐﺮ ﺩﮮ ✨ 💝 " ﻣﯿﮟ " ﺍﭘﻨﮯ ﺁﭖ ﺳﮯ ﺗﻨﮓ ﭘِﯿّﺎ ! ✨ 💝 Mujhe Le Chal Apne Sang Piya ! ✨ 💝 Meri Aankh Mein Tere Rang Piya ! ✨ 💝 Ab Mujh Ko  "Main " Se  "Tu" Kar De ! ✨ 💝 " Main " Apne Aap Se Tang Piya ! ✨

Ik Dosre Ki Aag Mein Dono Jaly Hain Saath Kitni Hain Kis Ki Raakh Mein Chingariyan Na Pooch

Image
اک دوسرے کی آگ میں دونوں جلے ہیں ساتھ ‏ کتنی ہیں کس کی راکھ میں چنگاریاں نہ پوچھ Ik Dosre Ki Aag Mein Dono Jaly Hain Saath Kitni Hain Kis Ki Raakh Mein Chingariyan Na Pooch  

Muhabbat apne liye jin ko muntakhab kar le Woh log mar ke bhi marte nahin muhabbat mein

Image
Muhabbat apne liye jin ko muntakhab kar le Woh log mar ke bhi marte nahin muhabbat mein

Sikha Deti Hain Chalna , Thokren Bhi Raahgeeron Ko Koi Rasta Sada Dushwar Ho , Aisa Nahin Hota

Image
Sikha Deti Hain Chalna , Thokren Bhi Raahgeeron Ko Koi Rasta Sada Dushwar Ho , Aisa Nahin Hota Kahin Toh Koi Hoga , Jisko Apni Bhi Zaroorat Ho Har Ek Bazi Mein Dil Ki Haar Ho , Aisa Nahin Hota Jo Ho Ik Baar , Woh Har Baar Ho , Aisa Nahin Hota Hamesha Ek Hi Se Pyar Ho , Aisa Nahin Hota

Hum Gaye Thay ,Uss Se Karney Shikwa e Dard e Firaaq Muskara Kar Uss Ne Daikha,Sab Gillah Jaata Raha

Image
ہَم گَئے تھے اُس سے کرنے شِکوَۂ دَردِ فِراق مُسکَرا کَر اُس نے دَیکھا ، سَب گِلہ جاتا۔ رہَا Hum Gaye Thay ,Uss Se Karney Shikwa e Dard e Firaaq Muskara Kar Uss Ne Daikha, Sab Gillah Jaata Raha

Saboot Hai Yeh Muhabbat Ki Saada Lohi Ka, Jab Uss Ne Waadah Kiya , Hum Ne Eitabaar Kiya

Image
ثَبُوت ہے یہ مُحَبّت کی سادہ لوحی کا جَب اُس نے وَعدہ کِیا ، ہَم نے اِعتَبار کِیا Saboot Hai Yeh  Muhabbat Ki Saada Lohi Ka, Jab Uss Ne Waadah Kiya , Hum Ne Eitabaar Kiya Josh Maleeh Aabaadi

Qabl har lafz tera naam zaban par aaye Aur baad uss ke har ik lafz dua hota hai

Image
Qabl har lafz tera naam zaban par aaye Aur baad uss ke har ik lafz dua hota hai Zoya Rao

Lazim Tou Nahi Ba Awaaz Duaon Mein Tujhe Mangon Deny Wala Tou Khamosh Duaon Ko Bhi Sunta Hai

Image
Lazim Tou Nahi Ba Awaaz Duaon Mein Tujhe Mangon Deny Wala Tou Khamosh Duaon Ko Bhi Sunta Hai

Ghazal Ka Shair Tou Hota Hai Bas Kisi K Liye Sitam Ye Hai Keh Sab Ko Sunana Padta Hai

Image
غزل کا شعر تو ہوتا ہے بس کسی کے لئے ستم یہ ہے کہ سب کو سُنانا پڑتا ہے Ghazal Ka Shair Tou Hota Hai Bas Kisi K Liye Sitam Ye Hai Keh Sab Ko Sunana Padta Hai

Hum Ne Har Tour Tere Dard Ko Taza Rakha Hum Ne Ghar Ke Dar o Deewaar Pe Likh Di , HAAI

Image
ہم نے ہر طور تیرے دَرد کو ، تازہ رکھا ہم نے گھر کے دَرودیوار پہ لِکھ دی ، ہائے Hum Ne Har Tour Tere Dard Ko Taza Rakha Hum Ne Ghar Ke Dar o Deewaar Pe Likh Di , HAAI  

Aaj Hum Daar Pe Kenchay Gaye Jin BatonPar Kia Ajab Kal Woh Zamane Ko Nisabon Me Milen

Image
آج ہم دار پے کھینچے گئے جن باتوں پر کیا عجب کل وہ زمانے کو نصابوں میں ملیں Aaj Hum Daar Pe Kenchay Gaye Jin BatonPar Kia Ajab Kal Woh Zamane Ko Nisabon Me Milen

Sharaab Bechny Walo Pe Qais Hairaan Hon Sharaab Bech Ke Jane Ye Kia Khareedengy

Image
شراب بیچنے والوں پہ قیس حیراں ہوں شراب بیچ کے جانے یہ کیا خرید ینگے Sharaab Bechny Walo Pe Qais Hairaan Hon Sharaab Bech Ke Jane Ye Kia Khareedengy  

Kabhi Nafraton Mein Mila Sukoon Kabhi Chahaton Ne Rula Diya

Image
ﮐﺒﮭﯽ ﻧﻔﺮﺗﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﻣﻼ ﺳﮑﻮﻥ ﮐﺒﮭﯽ ﭼﺎﮨﺘﻮﮞ ﻧﮯ ﺭﻻ ﺩﯾﺎ Kabhi Nafraton Mein Mila Sukoon Kabhi Chahaton Ne Rula Diya

I will leave the footprints of my soul upon your life Imprinting myself inside your heart Forever

Image
I will leave the footprints of my soul upon your life Imprinting myself inside your heart Forever

Main jo chup hoon to ise aap ghaneemat jaane Dekhiye shahar mein toofan nahi chahta main

Image
Main jo chup hoon to ise aap ghaneemat jaane Dekhiye shahar mein toofan nahi chahta main

KISI K INNTAZAR ME.N ! DIL BE-QARAAR HAI !!

Image
KISI K INNTAZAR ME.N ! DIL BE-QARAAR HAI !! Aaj kal bs doston kuch aise hi dour se guzar rahe hain hum Likh likh k kagzon ko bs zaya kar rahe hain hum 24/02/2019.

Mujhe Yadon Se Nafrat Hai,Mujhe Baton Se Nafrat Hai

Image
 ‎مجھے یادوں سے نفرت ہے ‎مجھے باتوں سے نفرت ہے ‎سبھی دعووں سے نفرت ہے ‎قسم وعدوں سے نفرت ہے ‎ہر اس لمحے سے نفرت ہے ‎جو تیری یاد میں گذرے ‎ہر اس خواہش سے نفرت ہے ‎جو تیری چاہ میں ابھرے ‎ہر اس آنسو سے نفرت ہے ‎جو تیرے غم میں بہتا ہے ‎مجھے اس دل سے نفرت ہے ‎جو تیرے درد سہتا ہے ‎اور ‎جو سارے درد سہہ کر بھی ‎ابھی تک کیوں دھڑکتا ہے ‎مجھے نفرت دلیلوں سے, جوازوں سے, حوالوں سے ‎مجھے نفرت مثالوں سے, جوابوں سے, سوالوں سے ‎ضوابط اور اصولوں سے ‎یہ سب جھوٹے دلاسے ہیں ‎یہ سب ہیں کھوٹ نیت کا ‎مجھے نفرت اناؤں سے, خطاؤں سے, جفاؤں سے ‎مجھے نفرت دعاؤں سے, وفاؤں سے, صداؤں سے ‎مجھے مقہور رہنا ہے, مجھے مجبور رہنا ہے ‎مجھے نفرت اجالوں سے, گھٹاؤں سے, ہواؤں سے ‎مجھے تاریکیاں دے دو, مجھے محبوس رہنا ہے ‎مجھے بارش سے نفرت ہے ‎کہ عادت تشنگی کی ہے ‎بہاروں سے بھی نفرت ہے ‎کہ میرے دل کے آنگن میں ‎خزاں کےبعد پھر سے اک خزاں کا دور آتا ہے ‎وہی سورج, وہی ہے چاند ‎میری روشن محبت کے , کبھی جو استعارے تھے ‎مجھے ان سب سے نفرت ہے, مجھے یوں تونے گہنایا ‎مجھے نفرت ہے محفل سے, تکلم سے, تبسم سے ‎مجھے تنہائیاں دے دو, مجھے...

Ye Kon Aata Hai Tanhaaion Me Jaam Liye , Jalo Me Chandni Raton Ka Ihtemaam Liye

Image
یہ کون آتا ہے تنہائیوں میں جام لیِے جلو میں چاندنی راتوں کا اہتمام لیِے چٹک رہی ہے کسی یاد کی کلی دِل میں نظر میں رقصِ بہاراں کی صُبح و شام لیِے ہجومِ بادۂ و گُل میں ہجُومِ یاراں میں کسی نِگاہ نے جُھک کر مِرے سلام لیِے مہک مہک کے جگاتی رہی نسیمِ سَحر لبوں پہ یارِ مسیحا نفس کا نام لیِے کسی خیال کی خوشبو کسی بدن کی مہک درِ قفس پہ کھڑی ہے صبا پیام لیِے بجا رہا تھا کہیں دُور کوئی شہنائی اُٹھا ہوں آنکھوں میں اِک خوابِ ناتمام لیِے مخدُوم مُحی الدِّین

Tu yah toh soch tere baad tere gosha Nasheen Jeeye bhi hon gay tu kiss Haal Mein jeeye hongay

Image
تُو یہ تو سوچ تیرے بعد تیرے گوشہ نشیں جیئے بھی ہوں گے، تو کس حال میں جیئے ھوں گے Tu yah toh soch tere baad tere gosha Nasheen Jeeye bhi hon gay tu kiss Haal Mein jeeye hongay

Muhabbat Hi Nahi Lazim Nibhana Bhi Zaroori Hai Agar Aisa Nahi Mumkin Muhabbat Chod Do Karna

Image
نظم محبت چھوڑ دو کرنا ************* محبت ہی نہیں لازم نبھانا بھی ضروری ہے اگر ایسا نہیں ممکن محبت چھوڑ دو کرنا محبت تب ہی تم کرنا کہ جب احساس شامل ہو اگر باتوں میں کرنی ہے محبت چھوڑ دو کرنا محبت رنگ ہے ایسا نہ جو موسم کی سنتا ہے اگر دھوپوں سے ڈر جاؤ محبت چھوڑ دو کرنا محبت ناؤ کاغذ کی جسے بس پار جانا ہے ہے گر طوفاں سے گھبرانا محبت چھوڑ دو کرنا محبت روگ وہ ظالم جو بڑھتا ہی چلا جائے اگر ممکن شفا ہو تو محبت چھوڑ دو کرنا محبت ایسا رہبر ہے جو منزل روح کو دیتا اگر یہ جسم بھٹکائے محبت چھوڑ دو کرنا اتباف ابرک

Tum Ne Naraz Hona Chhorh Diya Itni Narazgi Bhi , Theek Nahien

Image
تُم نے ناراض ہونا چھوڑ دِیا اِتنی ناراضگی بھِی ٹھِیک نہِیں Tum Ne Naraz Hona Chhorh Diya Itni Narazgi Bhi , Theek Nahien Fehmi Badyuni

Khuda Se Kya Muhabbat Kar Sake Ga ,Jise Nafrat Hai Uske Aadmi Se

Image

Mere Pehlo Me Raho Tum Toh Gham e Dahar Bhi Kia , Aise Halaat Me Har Dard Rawa Hota Hai

Image

Mojza dekhna hai ? "Shiddat e ranj o alam" mein doob kar dekho Kasam "Khuda" ki "Dil" mein "Muhabbat" ke siwa kuch na rahega

Image
Mojza dekhna hai ? "Shiddat e ranj o alam" mein doob kar dekho Kasam "Khuda" ki "Dil" mein "Muhabbat" ke siwa kuch na rahega

Mere Pehlo Me Raho Tum Toh Gham e Dahar Kia , Aise Halaat Me Har Dard Rawa Hota Hai

Image

Kis Jawani Mein Ujada Teri Chahat Ne Mujhe Aisi Rut Mein Tou Darakhton Ko Samar Lagty Hain

Image
Kis Jawani Mein Ujada Teri Chahat Ne Mujhe Aisi Rut Mein Tou Darakhton Ko Samar Lagty Hain

Sar e Toor Ho Sar e Hashar Ho Humein Intezaar Qubool Hai Woh Kabhi Milen , Woh Kahein Mily , Woh Kabhi Sahi , Woh Kahein Sahi

Image
Sar e Toor Ho Sar e Hashar Ho Humein Intezaar Qubool Hai Woh Kabhi Milen , Woh Kahein Mily , Woh Kabhi Sahi , Woh Kahein Sahi

Barson Sanwaarte Rahe Kirdar Hum Magar Kuch Log Bazi Le Gaye Soorat Sanwaar Ke

Image

Kayal e Yaar Dil Mein Aur Dil e Be-Taab Pehlo Mein Sanbhalon Main Kise Ya Rab Makaan Nazuk Makeen Nazuk

Image
Kayal e Yaar Dil Mein Aur Dil e Be-Taab Pehlo Mein Sanbhalon Main Kise Ya Rab Makaan Nazuk Makeen Nazuk

Badla Na Apne Aap Ko Jo Thay Wahi Rahe Miltay Rahe Sabhi Se Magar Ajnabi Rahe

Image
Badla Na Apne Aap Ko Jo Thay Wahi Rahe Miltay Rahe Sabhi Se Magar Ajnabi Rahe Nida Fazli

Mahi awega te khushiyan manawangi Ohdey raahan wich akhiyan bichawangi

Image
Mahi awega te khushiyan manawangi Ohdey raahan wich akhiyan bichawangi Jaan chaddi e wichoreyan ne phook Dukh daadhey ne te jindri malook Taaney maar de ne apne shareeq we Likh chitthi wich aaundi tareekh wey Kaali raat wali dangey menu shook Kiwen bhul jawaan ohdey main salook Mahiya menu yaad aawda Mere dil wich uth dee ey hook

Tadbeer mere ishq ki kia Faida tabeeb Ab jan hi kay saath yeh aazaar jaye ga

Image
تدبیر میرے عشق کی کیا فائدہ طبیب اب جان ہی کے ساتھ یہ آزار جائے گا Tadbeer mere ishq ki kia Faida tabeeb Ab jan hi kay saath yeh aazaar jaye ga

Sangsaari ki saza Mujh ko hai manzoor magar Haath aalooda na ho jis ke woh pathar maare

Image
سنگساری کی سزا مجھکو ہے منظور مگر ہاتھ آلودہ نہ ھو جس کے وہ پتھر مارے Sangsaari ki saza Mujh ko hai manzoor magar Haath aalooda na ho jis ke woh pathar maare

Saza do shouq se mujh ko muhabbat ki logo Magar pehla kare waar woh jis ne muhabbat na ki ho

Image
سزا دو شوق سے مجھ کو محبت کی لوگو مگر پہلا کرے وار وہ جس نے محبت نہ کی ہو Saza do shouq se mujh ko muhabbat ki logo Magar pehla kare waar woh jis ne muhabbat na ki ho

Kamaal e Naghma Gari Mein Hai Fann Bhi Apni Jagah, Magar Yeh Log Kisi DARD Ne Sureeley Kiye

Image
کَمالِ نَغمہ گَرِی میں ہے فَن بھِی آپنی جگہ مَگر یِہ لوگ ، کِسی دَرد نے سُریلے کِئے Kamaal e Naghma Gari Mein Hai Fann Bhi Apni Jagah, Magar Yeh Log Kisi DARD Ne Sureeley Kiye

Dushmani jam kar karo lekin ye gunjaish rahe Jab kabhi ham dost ho jayen to sharminda na hon

Image
دشمنی جم کر کرو لیکن یہ گنجائش رہے جب کبھی ہم دوست ہو جائیں تو شرمندہ نہ ہوں Dushmani jam kar karo lekin ye gunjaish rahe Jab kabhi ham dost ho jayen to sharminda na hon

gaisoo-e-taabedaar ko aur bhii taabedaar kar hosh o Khirad shikaar kar qalb-o-nazar shikaar kar

Image
گیسوئے تابدار کو اور بھی تابدار کر ہوش و خرد شکار کر قلب و نظر شکار کر gaisoo-e-taabedaar ko aur bhii taabedaar kar hosh o Khirad shikaar kar qalb-o-nazar shikaar kar

Boohay tangi "Aayat ul Kursi" Kandh tapp aaya ghum ek hor

Image
بوھے ٹنگی آیتِ الکُرسی کندھ ٹپ آیا غم اِک ھور Boohay tangi "Aayat ul Kursi" Kandh tapp aaya ghum ek hor

Haath se haath chudana hi zaroori toh nahi Saath reh kar bhi kaai log bachad jatay hain

Image
Haath se haath chudana hi zaroori toh nahi Saath reh kar bhi kaai log bachad jatay hain

Koi Shikwa Nahi Magar Moula Kia Karon Dard Kam Nahi Hota

Image
Koi Shikwa Nahi Magar Moula Kia Karon Dard Kam Nahi Hota

Ek Adaa se Dil chalni , Ek Ada Tasalli ki Yaar-e-Mann Sitamgar bhi , Yaar-e-Mann Maseeha bhi

Image
Ek Adaa se Dil chalni , Ek Ada Tasalli ki Yaar-e-Mann Sitamgar bhi , Yaar-e-Mann Maseeha bhi

Samne yaar ho or hosh tere gum nahe Ya tu wo yaar nahin ya phir aashiq tum nahi

Image
سامنے یار ہو اور ہوش تیرے گم نہیں یا تو وہ یار نہیں یا پھر عاشق تم نہیں Samne yaar ho or hosh tere gum nahe Ya tu wo yaar nahin ya phir aashiq tum nahi