Suno Ab Iss Daur Mein Koi Laila Ya Majnoon Nahi Banta Koi Heer Ya Ranjha Nahi Hota



سنو
اب اس دور میں
کوئی لیلیٰ یا مجنوں نہیں بنتا
کوئی ہیئر یا رانجھا نہیں ھوتا
قدم دو چار چلنے سے
سفر سانجھا نہیں ھوتا
تو ان بیکار لمحوں پہ
رونے کا ڈر کیسا؟
جسے پایا نہیں تم نے
اسے کھونےکا ڈر کیسا؟

Suno
Ab Iss Daur Mein
Koi Laila Ya Majnoon Nahi Banta
Koi Heer Ya Ranjha Nahi Hota
Qadam Do Chaar Chalney Se
Safar Saanjha Nahi Hota
Tou Inn Bekaar Lamhoon Pe 
Ronay Ka Dar Kaisa?
Jise Paya Nahi Tum Ne
Usay Khonay Ka Dar Kaisa?


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo