Tera jo zikr chhid gaya ankh se ashk gir pade Daman e tar chhupa lia, deedah e tar ko kia karoon



تیرا جو ذکر چھڑ گیا، آنکھ سے اشک گر پڑے
دامن تر چھپا لیا  دیدۂ تر کو کیا کروں

صبر کا حکم خوب ہے لیکن حضور یہ کہیں
سوزِ دروں کا کیا بنے، دردِ جگر کو کیا کروں

سلیمان خطیب

Tera jo zikr chhid gaya ankh se ashk gir pade
Daman e tar chhupa lia, deedah e tar ko kia karoon

Sabr ka hukm khoob hai lekin huzoor ye kahen
Soz e daroon ka kia bane, dard e jigar ko kia karoon


Sulaiman Khateeb

No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo