Uss Ki Aankhon Ko Koi Rog Lagaya Jaye Phir Kabhi Neend Ko Pehlo Se Uthaya Jaye






اس کی آنکھوں کو کوئی روگ لگایا جاۓ
پھر کبھی نیند کو پہلو سے اٹھایا جائے
Uss Ki Aankhon Ko Koi Rog Lagaya Jaye
Phir Kabhi Neend Ko Pehlo Se Uthaya Jaye

اس کو معلوم تو ہو ہم پے گزرتی کیا ہے
رات بھر رات کو اک رات جگایا جائے
Uss Ko Maloom Tou Ho Hum Pe Guzarti Kia Hai
Raat Bhar Raat Ko Ik Raat Jagaya Jaye

جب تجھے بھول گئے ہیں تو بہت یاد کیا
یہ سبب ہے تو تجھے پھر سے بھلایا جائے
Jab Tujhe Bhool Gaye Hain Tou Buhat Yaad Kia
Ye Sabab Hai Tou Tujhe Phir Se Bhulaya Jaye

اس سے پہلے کہ کوئی آ کے گرائے مندر
دل کے کعبے سے تیرا بت بھی ہٹایا جائے
Iss Se Pehly Keh Koi Aa Ke Giraye Mandir
Dil Ke Ka'abey Se Tera Butt Bhi Hataya Jaye

خلیل الرحمان قمر
Khaleel ur Rehman Qamar


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo