Woh Lab o Lehja Kaaenaat Ka Tasalsul Hai Kai Dunyaen Ussi Guftgo Mein Thehri Hain



‏وہ لب و لہجہ کائنات کا تسلسل ہے
‏کئی دنیائیں اُسی گفتگو میں ٹھہری ہیں
Woh Lab o Lehja Kaaenaat Ka Tasalsul Hai
Kai Dunyaen Ussi Guftgo Mein Thehri Hain

‏وہ ہونٹ، ہونٹ نہیں قافیہ ہیں "غالب" کا
‏وہ آنکھیں "میر" کے مصرعوں کی طرح گہری ہیں
Woh Hont , Hont Nahi Qapiya Hain GHALIB Ka
Woh Aankhen MEER Ke Misre Ki Tarah Gehri Hain


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo