Kuch sharm-o-haya ka paikar thi, kuch narm mizaaj rakhti thi Ankhon mein neem nasha sa tha, baaton se deewani lagti thi



कुछ शर्म-ओ-हया का पैकर थी, कुछ नर्म मिज़ाज रखती थी
आंखों में नीम नशा सा था, बातों से दीवानी लगती थी
हमराज़ ना था उसका कोई बस खुद से बातें करती थी
एक शाम के आंचल में अक्सर जज़्बात छुपाए रखती थी
डरती थी जुदा होने से या प्यार से शायद डरती थी
क्या सबर था उस दीवानी का, क्या ज़ब्त-ए-महोब्बत रखती थी
है रश्क़ मुझे पगली से, क्या खूब महोब्बत करती थी

Kuch sharm-o-haya ka paikar thi, kuch narm mizaaj rakhti thi
Ankhon mein neem nasha sa tha, baaton se deewani lagti thi
Humraz na tha uska koi bas khud se baatein karti thi
Ek sham ke aanchal mein aksar jazbaat chhupaaye rakhti thi
Darti thi juda hone se ya pyaar se shayad darti thi
Kya sabar tha uss deewani ka kya khoob muhabbat karti thi
Hai rashq mujhe pagli se kya khoob muhabbat karti thi


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo