Sitam Hawa Ka Agar Tere Tan Ko Raas Nahi Kahan Se Laaun Wo Jhonka Jo Mere Paas Nahi



Today 98th Birth Anniversary
Famous Pakistani urdu poet
"Wazir Agha"
18 May 1922
Wazir Kot Sargodha 8 Sep 2010 Lahore, Pakistan.
Wazir Agha was born on 18 May 1922 in the village Wazir Kot in the Sargodha district. Agha picked up the Persian language from his father, Punjabi from his mother and the English language from his British friends. During his school years, he developed a strong fondness for Urdu ghazals and started composingpoetry on his own. He graduated from Government College, Jhang and later received his masters in Economics from Government College, Lahore. He was awarded the degree of doctorate by the University of Punjab in 1956 for his research on humor and satire in Urdu Literature. Wazir Agha was the editor of the college magazine"Chanab" in Government College,Jhang. In 1944. From 1960 to 1963, he acted as a co-editor of Adbi Duniya and from 1965 onwards, he remained editor of monthly Auraq for many decades. Pakistan Academy of Letters (PAL) has published a book on life and work of Dr. Wazir Agha under publishing project of "Makers of Pakistani Literature". Wazir Agha also wrote an autobiography Shaam Ki Mundair Sey.

***************************************
 
Sitam Hawa Ka Agar Tere Tan Ko Raas Nahi
Kahan Se Laaun Wo Jhonka Jo Mere Paas Nahi
Pighal Chuka Hoon Tamaazat Me Aaftaab Ki Main
Mera Wujood Bhi Ab Mere Aas-paas Nahi

tamaazat = heat , aaftaab = Sun , Wujood = existence
Mere Naseeb Me Kab Thi Barahanagi Apani
Mili Wo Mujh Ko Tamanna Ki Be-libaas Nahi

barahanagi = nakedness , be-libaas = undressed
Kidhar Se Utre Kahaan Aa Ke Tujh Se Mil Jaaye
Abhi Nadi Ke Chalan Se Tuu Roshnaas Nahi

ro'shnaas = acquainted
Khula Pada Hai Samandar Kitaab Ki Soorat
Wahi Padhe Ise Aakar Jo Naa-shanaas Nahi

naa-shanaas = unacquainted
Lahoo Ke Saath Gai Tan-Badan Ki Sab Chahakaar
Chubhan Saba Me Nahi Hai Kali Me Baas Nahi

sabaa = wind , baas = smell (fragrance)


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo