Silsile tod gaya wo sabhi jaate jaate warna itne to marasim thy keh aate jaate

 

 

Remembering Ahmed Faraz on his death anniversary

 
Silsile tod gaya wo sabhi jaate jaate
warna itne to marasim thy keh aate jaate
Kitna asaan tere hijar mein marna jaana
Phir bhi ik umar lagi jaan se jaate jaate
Us ki woh jaane usey paasey wafa tha keh na tha
Tum Faraz apni taraf se to nibhate jaate

Ahmed Faraz

 
सिलसिले तोड़ गया वो सभी जाते जाते
वर्ना इतने तो मरासिम थे कि आते जाते
कितना आसां था तेरे हिज्र में मरना जाना
फिर भी इक उम्र लगी जान से जाते जाते
उस की वो जाने उसे पासे वफ़ा था कि न था
तुम फ़राज़ अपनी तरफ़ से तो निभाते जाते ।

अहमद फ़राज़


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo