Posts

Showing posts from January, 2021

Dekh faryaad na kar sar na jhuka paun utha Kal ke log jo karein ge tou abhi se kar ja

Image
In memory of Filmstar Neelo   Dekh faryaad na kar sar na jhuka paun utha Kal ke log jo karein ge tou abhi se kar ja Manzil e ishq mein mar mar ke Jiya jaata jai Raqs zanjeer pehan kar bhi Kiya jaata hai

Woh Koi Jadooi Takhleeq Nazar Aati Hai Door Se Bhi Mujhe Nazdeek Nazar Aati Hai

Image
وہ کوئی جادوئی تخلیق نظر آتی ہے دور سے بھی مجھے نزدیک نظر آتی ہے جس سے کھلتا ہے بیاباں میں گلوں کا موسم حسن جاناں میں وہ تحریک نظر آتی ہے ❤️ वो कोई जादूई तख़्लीक़ नज़र आती है दूर से भी मुझे नज़दीक नज़र आती है जिस से खिलता है बयाबाँ में गुलों का मौसम हुस्न-ए-जानाँ में वो तहरीक नज़र आती है Woh Koi Jadooi Takhleeq Nazar Aati Hai Door Se Bhi Mujhe Nazdeek Nazar Aati Hai Jis Se Khulta Hai Bayabanon Me Gilon Ka Mousam Husn e Janaan Me Woh Tahreek Nazar Aati Hai She looks like some magical creation Even from far away I see close From which the season of flowers opens in the desert That movement is seen in Hassan Janan ❤️ She looks like a magic tribe Even from a distance I see close With which the season of flowers blooms in the desert That Tehrik is seen in the beauty of life

Laghzishon Se Mavra Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi Dono Insan Hein Khuda Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi

Image
افتخار عارف کی ایگ بہت ہی خوبصورت غزل Iftekhar Arif Ki Aik Buhat Hi Khoobsorat Ghazal لغزشوں سے ماورا تو بھی نہیں میں بھی نہیں دونوں انساں ہیں خدا تو بھی نہیں میں بھی نہیں Laghzishon Se Mavra Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi Dono Insan Hein Khuda Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi   تو مجھے اور میں تجھے الزام دیتا ہوں مگر اپنے اندر جھانکتا تو بھی نہیں میں بھی نہیں  Tu Mujhe Aur Main Tujhe Ilzaam Deta Hoon Magar Apne Andar Jhankta Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi مصلحت نے کر دیا دونوں میں پیدا اختلاف ورنہ فطرت کا برا تو بھی نہیں میں بھی نہیں Maslahat Ne Kar Diya Dono Me Paida Ikhtelaaf Warna Fitrat Ka Bura Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi   چاہتے دونوں بہت اک دوسرے کو ہیں مگر یہ حقیقت مانتا تو بھی نہیں میں بھی نہیں Chahtey Dono Buhat Ik Dosrey Ko Hein Magar Ye Haqeeqat Manta Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi   جرم کی نوعیتوں میں کچھ تفاوت ہو تو ہو درحقیقت پارسا تو بھی نہیں میں بھی نہیں Jurm Ki Noa'ayaton Me Kuch Tafawat Ho Tou Ho Dar-Haqeeqat Paarsa Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi   رات بھی ویراں فصیل شہر بھی ٹوٹی ہوئی اور ست

Chahta Hoon Keh Meri Tarah Ka Nuqsan Ho Tujhay Aor Phir Main Bhi Kahon Ess Mein Bhalai Hogi

Image
چاہتا ہوں کہ میری طرح کا نقصاں ہو تجھے اور پھر میں بھی کہوں "اس میں بھلائی ہوگی Chahta Hoon Keh Meri Tarah Ka Nuqsan Ho Tujhay Aor Phir Main Bhi Kahon Ess Mein Bhalai Hogi

Main chaahti hoon waqat waapis aa jaaye Main chaahti hoon tumhein dekhoon aankhein dhundhlaane tak

Image
Main chaahti hoon waqat waapis aa jaaye Main chaahti hoon tumhein dekhoon aankhein dhundhlaane tak

Mesel e shesha hain hamain tham k rakhna Muhsin Hum tere hath se choty tu bekhar jain ge

Image
Mesel e shesha hain hamain tham k rakhna Muhsin Hum tere hath se choty tu bekhar jain ge

Mujhe mosam se kya laina November ho December ho Mere sab rung tujh se hain baharon ke Khizaon ke

Image
Mujhe mosam se kya laina November ho December ho Mere sab rung tujh se hain baharon ke Khizaon ke

Sar-e-rah hal puchne walo! Haal-e-Dil itna mukhtser bhi nahin

Image
Sar-e-rah hal puchne walo! Haal-e-Dil itna mukhtser bhi nahin Those who ask about the condition of the way! The condition of the heart is not so short.

Suna hai koily ki kaan se heera nikalta hai Utho Tareek raton se koi soraj nikalen hum

Image

wo hrf hrf meri roh me utarta gya jo bat krta gya or udas karta gya

Image

Chaal aisi woh shokh chalta hai Hashr ka jis pe dam nikalta hai

Image
Chaal aisi woh shokh chalta hai Hashr ka jis pe dam nikalta hai Teer dil  ka na khinch rahne de Lutf-e-sohbat hai jee bahalta hai   JALEEL MANIKPURI

Ye Kin Nigahon Ne Mere Gale Mein Banhein Daal Dein Jahan Bhar Ke Dukh Se Dard Amaan Liye Hoey

Image
یہ کن نگاہوں نے مرے گلے میں باہیں ڈال دیں جہان بھر کے دکھ سے درد سے اماں لئے ہوئے فراق Ye Kin Nigahon Ne Mere Gale Mein Banhein Daal Dein Jahan Bhar Ke Dukh Se Dard Amaan Liye Hoey FIRAQ

Ab uske saath rahoon ya us se kinara kar loon zara theher ae dil Main ye faisla dobara kar loon

Image
Ab uske saath rahoon ya us se kinara kar loon zara theher ae dil Main ye faisla dobara kar loon

Agar Parh Jaaye Aadat,Aap Apney Saath Rehney Ki Yeh Saath Aisa Hai Keh Insaan Ko Tunhaa Nahien Karta

Image
   اَگر  پَڑ  جائے  عادت ، آپ  اَپنے  ساتھ  رِہنے کِی یِہ ساتھ  اَیسا  ہے کہ   اِنسان  کو  تَنہا  نَہِیں   کَرتا Agar Parh Jaaye Aadat,Aap Apney Saath Rehney Ki Yeh Saath Aisa Hai Keh Insaan Ko Tunhaa Nahien Karta  

jo nahin hai tera maqsad mujhe sogwar karna mujhe kuchh bura nahin hai tera intizar karna

Image
جو نہیں ہے تیرا مقصد مجھے سوگوار کرنا مجھے کچھ برا نہیں ہے ترا انتظار کرنا jo nahin hai tera maqsad mujhe sogwar karna mujhe kuchh bura nahin hai tera intizar karna

Jeenay Ke Haq Mein Aakhri Taweel Di Gai Katnay Lagi Patang Tou Phir Dheel Di Gai

Image
جینے کے حق میں آخری تاویل دی گئی کٹنے لگی پتنگ تو پھر ڈھیل دی گئی Jeenay Ke Haq Mein Aakhri Taweel Di Gai Katnay Lagi Patang Tou Phir Dheel Di Gai ساری رگوں نے آپسیں گٹھ جوڑ کر لیا مشکل سے دل کو خون کی ترسیل دی گئی Sari Ragon Ne Aapsein Gath Jod Kar Lia Mushkil Se Dil Ko Khoon Ki Tarseel Di Gai بے فیض سا جو زخم تھا وہ بھر دیا گیا اک محترم سی چوٹ تھی وہ چھیل دی گئی Be-Faiz Sa Jo Zakham Tha Woh Bhar Diya Gaya Ik Muhtaram See Chaot Thi Woh Cheel Di Gai پہلے بکھیر دی گئی ترتیب عمر کی پھر لمحہ لمحہ جوڑ کے تشکیل دی گئی Pehle Bakher Di Gai Tarteeb Umar Ki Phir Lamha Lamha Jod Ke Tashkeel Di Gai کومل جوئیہ Komal Joeya

Yahan udaas hai har shakhs Koi andar se koi bahar se

Image
Yahan udaas hai har shakhs Koi andar se koi bahar se Everyone is sad here Some from inside some from outside

Zindagi tujh se har ek saans peh samjhauta karoon Shauq jeenay ka hai mujh ko par itna bhi nahin

Image
Zindagi tujh se har ek saans peh samjhauta karoon Shauq jeenay ka hai mujh ko par itna bhi nahin

Honton Ke Paas Aaye Hansi Kia Majaal Hai DIL Ka Mua'amla Hai Koi Dil-Lagi Nahi

Image
ہونٹوں کے پاس آئے ہنسی کیا مجال ہے دِل کا معاملہ ہے کوئی دل لگی نہی Honton Ke Paas Aaye Hansi Kia Majaal Hai DIL Ka Mua'amla Hai Koi Dil-Lagi Nahi

Ham mai-kashon ko Dar nahin marne ka mohtasib Firdaus mein bhi sunte hain nahr-e-sharaab hai

Image
Ham mai-kashon ko Dar nahin marne ka mohtasib Firdaus mein bhi sunte hain nahr-e-sharaab hai Imam Bakhsh 'Nasikh'

Jaane kab tak tiri tasvir nigahon mein rahi Ho gai raat tiri tasvir ko takte takte

Image
Jaane kab tak tiri tasvir nigahon mein rahi Ho gai raat tiri tasvir ko takte takte Maine phir tire tassavur ke kisi lamhe mein Tiri tasvir pe lab rakh diye ahista se Parveen Shakir

Tum ne abhi dekha hai sehra mein Darwesh Tum ne abhi bhi Darwesh mein sehra nahin dekha

Image
Tum ne abhi dekha hai sehra mein Darwesh Tum ne abhi bhi Darwesh mein sehra nahin dekha You have just seen Darwesh in Sehra You still haven't seen the face in Darwesh

Sardiyon Ki Shaam Ho Garam Chaai Ho Aur Tum Ho

Image
ایسے موقع اب جہاں آتے ہیں سردیوں کی شام ہو گرم چائے ☕ ہو اور تم ہو Sardiyon Ki Shaam Ho Garam Chaai Ho Aur Tum Ho एैसे मौके अब कहां आते हे सर्दीयों की शाम हो गर्म चाय ☕ हो और  तुम हो Such an opportunity Now where they come Have a winter evening Have a hot tea ☕ And you are Opportunities like this Where do they come now? Have a winter evening Hot tea be ☕ And you are

​Na Man Behoda Gard e Koocha o Bazar Mi Gardum Mazaq e Aashiqi Daram , Pay Deedaar Mi Gardum

Image
نہ من بیہودہ گردِ کوچہ و بازار می گردَم مذاقِ عاشقی دارم، پئے دیدار می گردَم ​Na Man Behoda Gard e Koocha o Bazar Mi Gardum Mazaq e Aashiqi Daram , Pay Deedaar Mi Gardum My roaming on streets & bazaars is not pointless I seek thee, beloved میں کُوچہ بازار میں یونہی آوارہ اور بے وجہ نہیں گھومتا  بلکہ میں عاشقی کا ذوق و شوق رکھتا ہوں  اور یہ سب کچھ محبوب کے دیدار کے واسطے ہے خدایا رحم کُن بر من، پریشاں وار می گردم خطا کارم گنہگارم، بہ حالِ زار می گردم ​ Khudaya Rahm Kun Bar Man , Pareshan Waar Mi Gardum Khata-Karam Gunahngaram Ba Haal e Zaar Mi Gardum  Have mercy on me, for I am anxious I have sinned; wandering, troubled   اے خدا مجھ پر رحم کر کہ میں پریشان حال پھرتا ہوں  خطار کار ہوں، گنہگار ہوں اور اپنے اس حالِ زار کی وجہ سے ہی گردش میں ہوں شرابِ شوق می نوشم، بہ گردِ یار می گردم سخن مستانہ می گویم، ولے ہشیار می گردم ​Sharaab e Shouq Mi Nosham , Ba Gard e Yaar Mi Gardum Sukhan Mastana Mi Goeim , Walay Hoshyaar Mi Gardum Intoxicated by desire I seek thee and roam Not drunk but alert

Inn chahaton ke rangon mein har rang mera tum se tum tak hai

Image
Inn chahaton ke rangon mein har rang mera tum se tum tak hai Mera junoon kabhi samjho to sahi Zindagi ka har lamha tum se tum tak hai.

Wajood Ke Naseeb Mein Hai Bhikaari Ban'na Zaat Kabhi Bhi Bhikaari Nahi Ban Sakti

Image
وجود کے نصیب میں ہے بھکاری بننا ذات کبھی بھی بھکاری نہیں بن سکتی Wajood Ke Naseeb Mein Hai Bhikaari Ban'na Zaat Kabhi Bhi Bhikaari Nahi Ban Sakti

Hamare Bakht Mein Lekha Hoa Saholat Se Bas Aik Dard Tha Jo Har Tarah Muyasar Tha

Image
ہمارے بخت میں لکھا ہوا سہولت سے بس ایک درد تھا جو ہر طرح میسر تھا ماہ رو ندا احمد Hamare Bakht Mein Lekha Hoa Saholat Se Bas Aik Dard Tha Jo Har Tarah Muyasar Tha Mah Roo Nida Ahmad

Ye Ibadat Hai Keh Touheen e Ibadat Hai? Jab Koi Yaad Na Aaya Tou Khuda Yaad Aaya

Image
Ye Ibadat Hai Keh Touheen e Ibadat Hai? Jab Koi Yaad Na Aaya Tou Khuda Yaad Aaya Joan Elia

Ek hi khawab ne sari raat jagaya hai Main ne har karwat sonay ki koshish ki

Image
Ek hi khawab ne sari raat jagaya hai Main ne har karwat sonay ki koshish ki Only one dream has kept me awake all night. I tried to sleep every time

Tabhi Wahein Mujhe Uski Hansi Sunaai Padi Main Uski Yaad Mein Palkein Bhigone Wala Tha

Image
تبھی وہیں مجھےاس کی ہنسی سنائی پڑی میں اس کی یاد میں پلکیں بھگونے والا تھا तभी वहीं मुझे  उस की हँसी सुनाई पड़ी मैं उस की याद में  पलकें भिगोने वाला था Tabhi Wahein Mujhe Uski Hansi Sunaai Padi Main Uski Yaad Mein Palkein Bhigone Wala Tha

Chalti Phirti Hui Aankhon Se Azaan Dekhi Hai Main Ne Jannat Tou Nahi Dekhi MAA Dekhi Hai

Image
Maa ماں ******** **** Chalti Phirti Hui Aankhon Se Azaan Dekhi Hai Main Ne Jannat Tou Nahi Dekhi MAA Dekhi Hai **************************************** Poochta hai jab koi ke duniya mein mohabbat Kahan hai Muskura deti hoon mein aur yaad aa jaati hai maa     **************************************** Labon pe Uskey kabhi bad dua nahi hoti Ek maa hi hei Jo kabhi mujhsey khafa nahi hoti   **************************************** Bachche Fareb Kha Ke Chatatii Pe So Gaye Ik Maa Ubaaltii Rahī Pathar Tamaam Raat   **************************************** kaisa Dil Hai Jo Mujh se Khafa Nahi Hota Ajeeb Farz Hai Ye Jo Qaza Nahi Hota Meri Khushi se Wabasta Har Khushi Us Ki Mere Dard Se Woh Dil Juda Nahi hota Main Aasman Ko Zameen se Mila Bhi Doon Us Ka Haq Mohabbat Ada Nahi Hota  

Tuje Bhol Kar Bi Na Bhula Skoon, TUje Chah Kar Bi Na Pa Skoon Meri Hasratoon Ko Shumar Kar Meri Chahton Ka Sila Na De

Image
Tuje Bhol Kar Bi Na Bhula Skoon, TUje Chah Kar Bi Na Pa Skoon Meri Hasratoon Ko Shumar Kar Meri Chahton Ka Sila Na De

Bas Yahi Qeemti Shay Thi So Zaroori Samjha Jaltey Ghar Se Teri Tasweer Utha Kar Le Aaye

Image
بس یہی قیمتی شے تھی سو ضروری سمجھا جلتے گھر سے تیری تصویر اٹھا کر لے آئے Bas Yahi Qeemti Shay Thi So Zaroori Samjha Jaltey Ghar Se Teri Tasweer Utha Kar Le Aaye  

Khila Rahega Kisi Yaad Ki Jazeere Par Ye Gaagh Main Jise Viraan Karne Wala Hon

Image

Tez Barish Mein Kabhi Sard Hawaoun Mein Raha Ik Tera Zikar Tha Jo Meri Sadaaou Mein Raha

Image
Tez Barish Mein Kabhi Sard Hawaoun Mein Raha Ik Tera Zikar Tha Jo Meri Sadaaou Mein Raha Kitney Logon Se Mere Gehre Marasim Hein Magar Tera Chehra Hi Faqat Meri Duaoun Mein Raha  

Ye Bhi Ho Sakta Hai Hum Yaad Na Karte Hoon Tumhein Ye Bhi Mumkin Hai Tumhein Hum Ne Bhulaya Hi Na Ho

Image
Ye Bhi Ho Sakta Hai Hum Yaad Na Karte Hoon Tumhein Ye Bhi Mumkin Hai Tumhein Hum Ne Bhulaya Hi Na Ho Fakhra Batool

Raqs e Dil Hai Jari Tere Ishq Ke Saazon Pe Koi Aisa Sur Na Chaid Keh Dil Tadap Ke Mar Jaye

Image
Raqs e Dil Hai Jari Tere Ishq Ke Saazon Pe Koi Aisa Sur Na Chaid Keh Dil Tadap Ke Mar Jaye

Tajalli Naar Thi Ya Noor , Na Tum Samjhe Na Hum Samjhe Jala Kion Kar Ye Koh e Toor , Na Tum Samjhe Na Hum Samjhe

Image
Tajalli Naar Thi Ya Noor , Na Tum Samjhe Na Hum Samjhe Jala Kion Kar Ye Koh e Toor , Na Tum Samjhe Na Hum Samjhe Woh SHAH-RAG Se Bhi Hai Nazdeek , Ye QURAN Kehta Hai Hai SHAH-RAG Hum Se Kitni Door , Na Tum Samjhe Na Hum Samjhe Molana Roomi

Jugnoon ko saath ly kar raat roshan kijiye Rasta soraj ka dekha tou sahar ho jaye gi

Image
Jugnoon ko saath ly kar raat roshan kijiye Rasta soraj ka dekha tou sahar ho jaye gi

Aa Tujhe Aaj Sekhaoun Main Sunehra Jadoo Inteha Hoti Nahi Jis Ki Woh Gehra Jadoo

Image
آ تجھے آج سکھاؤں میں سنہرا جادو انتہا ہوتی نہیں جس کی وہ گہرا جادو آیتِ ہجر پڑھو رقص کرو خوب کرو ایک دم سے ہی اثر ہوگا ہے ایسا جادو آیتِ عشق پڑھو رقص میں مدہوش رہو اور چپ چاپ کہو عشق ہے پیارا جادو Aa Tujhe Aaj Sekhaoun Main Sunehra Jadoo Inteha Hoti Nahi Jis Ki Woh Gehra Jadoo Aayat e Hijar Parho Raqs Karo Khoob Karo Aik Dum Se Hi Asar Hoga Hai Aisa Jadoo Aayat e Ishq Parho Raqs Mein Madhosh Raho Aur Chup Chaap Kaho Ishq Hai Piyara Jadoo  

Mujhe bhi sikha do bhool jaanay ka hunar Mujh se raaton ko uth uth kar roya nahin jaata

Image
Mujhe bhi sikha do bhool jaanay ka hunar Mujh se raaton ko uth uth kar roya nahin jaata Teach me also the skill of forgetting I can't cry after waking up at night

Tere siwa bhi kahin thi panah bhool gaye nikal ke hum teri mahfil se rah bhool gaye

Image
ترے سوا بھی کہیں تھی پناہ بھول گئے نکل کے ہم تری محفل سے راہ بھول گئے Tere siwa bhi kahin thi panah bhool gaye nikal ke hum teri mahfil se rah bhool gaye

Jo guzray tere pehlo mein hum ko itni hayat kaafi hai Sahib

Image
Jo guzray tere pehlo mein hum ko itni hayat kaafi hai Sahib

Nikla jaa raha hai umeedon ka juloos dheere dheere Deed-e-yaar ke armaan houe maayus dheere dheere

Image
Nikla jaa raha hai umeedon ka juloos dheere dheere Deed-e-yaar ke armaan houe maayus dheere dheere Bhoole se bhi bhoola na jaata wo milnaa-julnaa unse Meri kami hoti hogi unko bhi mehsoos dheere dheere Pehle Akhtar maana phir patthar samjha usne mujhe Bhool chuki wo saare lafz-e-khuloos dheere dheere Sataaya, rulaaya, kaun kaun sa zulm na dhayaa unpar Samajhne lagi hogi wo mujhe manhoos dheere dheere Bharnaa tha wo khaai jo unki furqat ne chhod rakhaa Houe dard-e-nagme hi apne makhsoos dheere dheere Wo mujh se zaraa khafaa hai magar bewafaa to nahin Roshni mein aa jayegaa unka khaloos dheere dheere Dil ki dawlat baant diyaa tha badi murawat ke saath Kuch sabaq ke baad bana hon kanjoos dheere dheere Banaa do ’Amanush’ ko khudaa dam bhar, Mere Rab...! Mumkin tab hi banega ek aam manoos dheere dheere Waqt se pehle Mushkil hai accha koi naam kamaana Aasman ko chuegaa mera bhi takhallus dheere dheere

mubarak ho ye tarz-e-be-rukhi ye hausla tujh ko mujhe tou bhool jaye itni khushiyan de khuda tujh ko

Image
مبارک ہو یہ طرز بے رخی یہ حوصلہ تجھ کو مجھے تو بھول جائے اتنی خوشیاں دے خدا تجھ کو mubarak ho ye tarz-e-be-rukhi ye hausla tujh ko mujhe tou bhool jaye itni khushiyan de khuda tujh ko  

Kabhi Kaha Na Kisi Se Tere Fasane Ko Na Jane Kaise Khabar Ho Gai Zamane Ko

Image
کبھی کہا نہ کسی سے ترے فسانے کو نہ جانے کیسے خبر ہو گئی زمانے کو دعا بہار کی مانگی تو اتنے پھول کھلے کہیں جگہ نہ رہی میرے آشیانے کو مری لحد پہ پتنگوں کا خون ہوتا ہے حضور شمع نہ لایا کریں جلانے کو سنا ہے غیر کی محفل میں تم نہ جاؤ گے کہو تو آج سجا لوں غریب خانے کو دبا کے قبر میں سب چل دیئے دعا نہ سلام ذرا سی دیر میں کیا ہو گیا زمانے کو اب آگے اس میں تمہارا بھی نام آئے گا جو حکم ہو تو یہیں چھوڑ دوں فسانے کو قمرؔ ذرا بھی نہیں تم کو خوف رسوائی چلے ہو چاندنی شب میں انہیں بلانے کو قمر جلالوی

Nikaal ke pathar sa dil, Angaar bhar diye.... Kya kiya tum ne, Jeene ki dua di...???

Image
Nikaal ke pathar sa dil, Angaar bhar diye.... Kya kiya tum ne, Jeene ki dua di...??? Heart like a stone after being removed, Filled the grapes.... What have you done, I prayed to live...???

Saaqi mujhe sharab ki tohmat nahin pasand Mujh ko teri nighah ka ilzam chahiye

Image
Saaqi mujhe sharab ki tohmat nahin pasand Mujh ko teri nighah ka ilzam chahiye Adam

Ishq ka apna ghuroor Husan ki apni anaa hai Un se aaya na gaya Mujh se bulaya na gaya

Image
Ishq ka apna ghuroor Husan ki apni anaa hai Un se aaya na gaya Mujh se bulaya na gaya Love's own pride Beauty has its own arrival. They didn't come or not I was not invited

Sun rahe ho na Aankhain band kar k Tumhari moujodgi ko Mehsos karne k sewa Mere paas tum se melne ka Koi dosra rasta nahen hai

Image
    Sun rahe ho na Aankhain band kar k Tumhari moujodgi ko Mehsos karne k sewa Mere paas tum se melne ka Koi dosra rasta nahen hai Are you listening? By closing my eyes To your presence The service of feeling I have to meet you I'm going to have a good time