Chalti Phirti Hui Aankhon Se Azaan Dekhi Hai Main Ne Jannat Tou Nahi Dekhi MAA Dekhi Hai



Maa ماں

************

Chalti Phirti Hui Aankhon Se Azaan Dekhi Hai
Main Ne Jannat Tou Nahi Dekhi MAA Dekhi Hai

****************************************

Poochta hai jab koi ke duniya mein mohabbat Kahan hai
Muskura deti hoon mein aur yaad aa jaati hai maa

 

 ****************************************

Labon pe Uskey kabhi bad dua nahi hoti
Ek maa hi hei Jo kabhi mujhsey khafa nahi hoti

 

****************************************

Bachche Fareb Kha Ke Chatatii Pe So Gaye
Ik Maa Ubaaltii Rahī Pathar Tamaam Raat

 

****************************************

kaisa Dil Hai Jo Mujh se Khafa Nahi Hota
Ajeeb Farz Hai Ye Jo Qaza Nahi Hota
Meri Khushi se Wabasta Har Khushi Us Ki
Mere Dard Se Woh Dil Juda Nahi hota
Main Aasman Ko Zameen se Mila Bhi Doon
Us Ka Haq Mohabbat Ada Nahi Hota

 


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai