Posts

Showing posts from April, 2021

Koi ta’aluq pooche to bata dena Do jismon mein aik jaan basti hai

Image
Koi ta’aluq pooche to bata dena Do jismon mein aik jaan basti hai If someone asks about the aluq then tell me. One life resides in two bodies

Na dekh itni bebaki se ke afsane ban jayen Nigahon ke tasadum mein badi taseer hoti hai

Image
  Na dekh itni bebaki se ke afsane ban jayen Nigahon ke tasadum mein badi taseer hoti hai

Sar e Toor Ho Sar e Hashar Ho Humein Intezar Qabool Hai

Image

ISHQ BULL'EY NOO'N NACHAVEY YAAR TE NACHNAA PAENDA EY SAAMNEY HOVEY YAAR TE NACHNAA PAENDAA EY

Image
Kalaam baba Bulleshah ISHQ BULL'EY NOO'N NACHAVEY YAAR TE NACHNAA PAENDA EY SAAMNEY HOVEY YAAR TE NACHNAA PAENDAA EY

No Medicine for those,Let's pray together for them

Image

Duniya ki taraf lout ke aane ke nahin hum Sach baat toh ye hai tere zamaane ke nahin hum

Image
Duniya ki taraf lout ke aane ke nahin hum Sach baat toh ye hai tere zamaane ke nahin hum Awaaraa mizaaji bhi tabiyat nahin apni Waise bhi kisi taur thikaane ke nahin hum Ek darad ki daulat hai jise baant'te phire Maalik bhi kisi aur khazaane ke nahin hum Tu ne toh abhi khel ka aghaaz kiya hai Kirdaar abhi tere fasaane ke nahin hum We are not going to return to the world The truth is that we are not of your time I am not feeling well even with a wandering mood Anyway, we don't belong to any other place There is a wealth of pain with which fire is distributed I am not the owner of any other treasure You have just started the game I am not the character of your story yet.

woh guftagu se dil churane me blaa ka mahir tha Hum nadaan meethi baaton pe bharosa kar bethe

Image
woh guftagu se dil churane me blaa ka mahir tha Hum nadaan meethi baaton pe bharosa kar bethe He was an expert in stealing hearts with conversation. We trusted the silly sweet words

Jahan Mil Jaye Dost Purana Din Aksar Wahin Dhal Jata Hai

Image

Na bas mein zindgi is kay , na qaboo mout par is ka magar insan phir bhi kab Khuda honay se darta hai

Image
  نہ بس میں زندگی اس کے، نہ قابو موت پر اسکا مگر  انسان  پھر  بھی کب خدا ہونے سے ڈرتا ہے   Na bas mein zindgi is kay , na qaboo mout par is ka magar insan phir bhi kab Khuda honay se darta hai

Jab koi shakhs preshan buhat hota hai piyar ho janay ka imkan buhat hota hai

Image
  جب کوئی  شخص  پریشان  بہت ہوتا ہے  پیار  ہو  جانے   کا   امکان    ںہت ہوتا ہے   چھوٹ جاتی ہے میری گاڑی مدد کرنے میں دوسرے  لوگوں  کا   سامان  بہت  ہوتا ہے   Jab koi shakhs preshan buhat hota hai  piyar ho janay ka imkan buhat hota hai chhoot jati hai meri gharri madad karnay mein dosray logoon ka saman buhat hota hai Hassan Abbasi

Tedi akh tay aashiq badal hein Sadi jhok tay aa mattan meenh thivay

Image
Saraiki poetry  تیڈی اکھ دے عاشق بادل ہن ساڈی جھوک تے آ متاں مینہ تھیوے Tedi akh tay aashiq badal hein Sadi jhok tay aa mattan meenh thivay Roman Urdu Translation (tumahri aankheen itni khoubsorat hain kay in per badal bhi aashiq hain is laiy kabhi hamari basti aao ho sakta hay kay barish bars jaiy ) Saraiki poetry Your eyes and lovers are clouds We are in the mattan fish on our bow The lover of your eyes is the cloud There was rain in our Jhok (Your eyes are so beautiful that even clouds are lovers on them, Come to our town someday because it may rain)

Halaat shehar ke dekh kar gham ka izhar mat kar Namaz-e-fajar batayegi keh madad mangne walon ki tadad kitni hai

Image
Halaat shehar ke dekh kar gham ka izhar mat kar Namaz-e-fajar batayegi keh madad mangne walon ki tadad kitni hai  

Murshid Se Kaha Dard e Muhabbat Ki Dawa Do Hazrat Ne Muskura Ke Kaha Ik Aur Muhabbat

Image
  مرشد سے کہا درد محبت کی دوا دو حضرت نے مسکرا کے کہا اک اور محبت Murshid Se Kaha Dard e Muhabbat Ki Dawa Do Hazrat Ne Muskura Ke Kaha Ik Aur Muhabbat

Tajub kya agar ye duniya mujh se Na-khush hai, Bohut se log duniya mein pasand’deeda Nahi hote

Image
Tajub kya agar ye duniya mujh se Na-khush hai, Bohut se log duniya mein pasand’deeda Nahi hote What is the wonder if this world is from me He is unhappy, Many people in the world liked me They don't happen

Wahan se bigri ai zindagi meri Saath tu ne jahan se chhora tha

Image
Wahan se bigri ai zindagi meri Saath tu ne jahan se chhora tha My life is spoiled from there From where you left me

I had heard that people change like the weather You have changed many times in the same season

Image
  I had heard that people change like the weather You have changed many times in the same season

Paana Hai Manzilon Ko Tou Tanha Chala Karo Raahon Mein Loot Laite Hein Humsafar Kabhi Kabhi

Image
  پانا ہے منزلوں کو تو تنھا چلا کرو راھوں میں لوٹ لیتے ہیں ہمسفر کبھی کبھی Paana Hai Manzilon Ko Tou Tanha Chala Karo Raahon Mein Loot Laite Hein Humsafar Kabhi Kabhi  

Hum se nahi rishta bhi, hum se nahi milta bhi Hai pas woh baitha bhi, dhoka ho to aisa ho

Image
Hum se nahi rishta bhi, hum se nahi milta bhi Hai pas woh baitha bhi, dhoka ho to aisa ho

Tez aandhiyo Tum kya jaano Aashiyano ko jalaaney key maaieney

Image
Tez aandhiyo Tum kya jaano Aashiyano ko jalaaney key maaieney Tinka tinka jorh key Ghar banaya tha mainey Arvinder Chamak

Ek muqam aisa bhi ata hai meri wehshat mein Khud ko jhanjhodna padta hai keh zinda hoon main

Image
  اک مقام ایسا بھی آتا ہے میری وحشت میں خود کو جھنجھوڑنا پڑتا ہے کہ زندہ ہوں میں   Ek muqam aisa bhi ata hai meri wehshat mein Khud ko jhanjhodna padta hai keh zinda hoon main

Baat bas itni si hai ki Ab tum, tum na rahe

Image
Baat bas itni si hai ki Ab tum, tum na rahe The thing is just this much that Now you, you are no more

Tumhen neend kaisi aati hai Kisi ki neend udaa kar

Image
Tumhen neend kaisi aati hai Kisi ki neend udaa kar  

When I land in the sea, my eyes get wet. When I read your eyes, my eyes get wet

Image
  When I land in the sea, my eyes get wet. When I read your eyes, my eyes get wet The fragrance of your memories, rocks in the windows. When I burn in your grief, my eyes get wet I laugh and ignore all the rituals of separation. Whenever I hug her, my eyes get wet I don't know how long I have been in love with you. When I talk to someone, my eyes get wet. I miss all those past moments When I read your words, my eyes get wet I am very busy all day, but junhi When I keep my steps on the forehead, my eyes get wet Every muffler has the story of Alam on his forehead Even if I read any face, my eyes get wet To big people, high and infamous, and cold women When I look with poor eyes, my eyes get wet Now my relationship is justified from you. But whenever I pass, my eyes get wet Thousands of seasons are ruling my heart Whenever I laugh in WASI, my eyes get wet.

Jaga Hai Raat Piyare Tu Kis Ke Ghar Jo Teri Palken Nadeedian Hen Aankhen Khumarian Hen

Image
  جاگا ہے رات پیارے تو کس کے گھر جو تیری پلکــــیں ندیدیاں ہیں آنکھیں خـــماریاں ہیں Jaga Hai Raat Piyare Tu Kis Ke Ghar Jo Teri Palken Nadeedian Hen Aankhen Khumarian Hen

Talkh itni thi keh peene se zuban jalti thi Zindgi aankh ke pani mein mila li main ne

Image
  تلخ اتنی تھی کہ پینے سے زبان جلتی تھی زندگی آنکھ کے پانی میں ملا لی میں نے   Talkh itni thi keh peene se zuban jalti thi Zindgi aankh ke pani mein mila li main ne

Main koon hik budhirri aakhay daikhan puttar ! hayati thivi

Image
  محترم محمد عباس سئیں دی سرائیکی دی ہک خوبصورت نظم " ماں " میکوں آ ہک بڈھڑی اکھئے ڈیکھاں پتر حیاتی ہووی میکوں اج ہک فون ملاڈے خیر تاں ہے اج بڈھڑی اماں بانہہ کیوں گل وچ بدھی ودیں لگدا ہے جو بھنی ودیں" "تیڈو فون کراونڑ آئی ہاں تیکوں ڈکھ سنڑواونڑ آئی ہاں جیوے میڈا ہکو لعل ہے منتاں من منربتوں پنیم پورے نازیں نال او پالیم پورھیے کر پڑھایا ہانمئ پوریاں ست جماعتاں اوکوں ہک ڈینہہ گھر او روندا آیا آکھیس اتھ استاد مریندن روز جیہاڑی دڑکے ڈیندن دڑکیں دا او ہیلک نہ ہا پڑھنڑ دی اوں بس چا کیتی میں اوکوں کجھ آکھ نہ سگی کلھے سر تے آپ نبھاواں اوکوں کئی وی کم نہ ڈساں پیو دا سر تے سایہ نسی پنج بھینڑیں دا ہکو ویر اے میکوں ڈھیر پیارا ہوی  میڈی کھ دا تارا ہوی " "اماں بانہہ دا حال نہ ڈتو" "چھوڑ وے صادراے تاں کجھ نی پرھلی رات دا راجو رس پئے پیسے ڈاہ ہزار منگیے نس آکھیس وڈا فون میں گھنداں میں مٹھڑی دے کولوں نہ ہن کاوڑ دے وچ دھکا ڈتس کڑکنڑی بانہہ ہن بھنی گئی ہے اوندے سر توں واری گئے اے کل دا رس کے ٹر پئے جیوے آکھیس میانوالی ویساں چھولے ونج کپیساں ڈیکھیں وڈا فون انیساں ڈیک...

Thak jao agar duniya ki mehfilon se Sahib Humhein awaaz dena hum aksar akelay rehtay hain

Image
Thak jao agar duniya ki mehfilon se Sahib Humhein awaaz dena hum aksar akelay rehtay hain

Kabhi Kabhi jo teray karb mein guzaray thay Ab in dinon ki tasveer bhi mere paas nahin

Image
Kabhi Kabhi jo teray karb mein guzaray thay Ab in dinon ki tasveer bhi mere paas nahin Mujhe yeh darr hai teri arzoo na mith jaye Bahut dinon se tabiyat meri udaas nahin Sometimes I spent my life in your closeness Now I don't even have pictures of these days I fear that your wishes may not be fulfilled I am not feeling well since many days

Main Aise Shakhs Ki Masoomiat Pe Kia Lekhon Jo Mujh Ko Apni Khataoun Mein Bhi ,Bhala Lagy

Image
  میں ایسے شخص کی معصومیت پہ کیا لکھوں جو مجھ کو اپنی خطاؤں میں بھی، بھلا ہی لگا پروین شاکر   Main Aise Shakhs Ki Masoomiat Pe Kia Lekhon Jo Mujh Ko Apni Khataoun Mein Bhi ,Bhala Lagy Parveen Shakir  

Sakal Ban Phool Rahi Sarson Ban Ban Phool Rahi Sarson

Image
سکَل بَن پُھول رَھی سَرسوں بَن بَن پُھول رھی سَرسوں اَنگنا موھے ٹیسُو پُھولے کوئل کُوکت ڈار ڈار اَور گوری کرت سِنگھار مالنیاں گڈھوا لے آئیں گھرسوں سَکل بَن پُھول رھی سَرسوں طَرَح طَرَح کے پُھول کِھلائے لے گڑھوا ھاتھن میں آئے نِجامُ الدّینؒ کے دَروَاجّے پر آوَن کہہ گئے عاشِق رَنگ اَور بِیت گئے بَرسوں سَکل بَن پُھول رھی سَرسوں حضرت امیر خُسروؒ Sakal Ban Phool Rahi Sarson Ban Ban Phool Rahi Sarson Angna Mohe Teeso Pholy Koil Kookat Dar Dar Aur Gori Karat Singhar Malanian Gadhwale Aaein Gharson Sakal Ban Phool Rahi Sarson Tarah Tarah Ke Phool Khilaye Le Gadhwa Haathan Mein Aaye Nijamud Deen Ke Darwaje Par Aawan Keh Gaye Aashiq Rang Aur Beet Gaye Barson Sakal Ban Phool Rahi Sarson   Hazrat Ameer Khusro

Aks aks gumaan gumaan khayal saare mustarad Tu nahi toh kuch nahi saare sahare mustarad

Image
Aks aks gumaan gumaan khayal saare mustarad Tu nahi toh kuch nahi saare sahare mustarad

Tujh Ko Pankha Hi Kion Nazar Aaya Ghar Mein QURAN Bhi Tou Rakha Tha

Image
  تجھ کو پنکھا ہی کیوں نظر آیا گھر میں قرآن بھی تو رکھا تھا Tujh Ko Pankha Hi Kion Nazar Aaya Ghar Mein QURAN Bhi Tou Rakha Tha

Usay Khone Se Darti Thi Buhat Rony Se Darti Thi

Image
  اسے کھونے سے ڈرتی تھی بہت رونے سے ڈرتی تھی پھر اک دن یہ سمجھ آ یا کہ رویا ان کو جاتا ہے بچھڑ جائے جو مقدر سے کہ کھویا ان کو جاتا ہے جو حاصل ہوں میسر ہوں جو دانستہ بچھڑ جائے اسے رویا نہیں کرتے جیسے پایا نہیں ابتک اسے کھویا نہیں کرتے Usay Khone Se Darti Thi Buhat Rony Se Darti Thi Phir Ik Din Ye Samajh Aaya Keh Roya Unko Jata Hai Bichad Jaye Jo Muqadar Se Keh Khoya Unko Jata Hai Jo Hasil Hon Muyasar Hon Jo Danista Bichad Jaye Usay Roya Nahi Karte Jise Paya Nahi Ab Tak Usay Khoya Nahi Karte

Zindagi Bhar Nahi Bhoolengy Woh Manzar Aankhen Jhankti Pardey Ke Peechay Se Do Chup Kar Aankhen

Image
زندگی بَھر نہیں بُھولیں گی وہ مَنظر آنکھیں جھانکتی پردے کے پیچھے سے دو چُھپ کر آنکھیں Zindagi Bhar Nahi Bhoolengy Woh Manzar Aankhen Jhankti Pardey Ke Peechay Se Do Chup Kar Aankhen جنکی اک دنیا ہے مَرہُونِ فَریبِ جادُو یاد ہیں ہم کو وہ کھوئی ہوئی ساحر آنکھیں Jinki Ik Dunya Hai Marhon e Faraib Jadoo Yaad Hen Hum Ko Woh Khoi Hoi Sahir Aankhen جانے والا تو بہت دور گیا راہِ عدم ڈھونڈتی ہیں کسے اب تک تیری مُضطر آنکھیں Jane Wala Tou Buhat Door Gaya Rah e Adam Dhoondti Hen Kise Ab Tak Teri Muztar Aankhen   غم ہی خوابیدہ ہیں شاید کہیں گہرائی  میں سوچ میں ڈوبی ہوئی درد کا ساگر آنکھیں Gham Hi Khuwabeeda Hen Shayed Kahein Gehraai Mein Soch Mein Doobi Hoi Dard Ka Sagar Aankhen  پھر کوئی شعر سجا دیں یہ لبوں پر شاید میری بے نام تمنّاؤں کی محوَر آنکھیں Phir Koi Shair Saja Den Ye Labon Par Shayed Meri Be-Nam Tamannaoun Ki Mehwar Aankhen یاد آتا ہے مجھے ماں سے بچھڑنا ارشد دور تک پیار سے چُھوتی ہوئی بنجَر آنکھیں Yaad Aata Hai Mujhe Maa Se Bichadna ARSHAD Door Tak Piyar Se Choti Hoi Banja...

Dopehar tak bik gaya bazar ka har ik jhoot Aur main ik sach ko lekar sham tak betha raha

Image
Dopehar tak bik gaya bazar ka har ik jhoot Aur main ik sach ko lekar sham tak betha raha  

Ae Gardish e Ayam Mujhe Ranj Buhat Hai Kuch Khuwaab Thay Aise Jo Bikharne Ke Nahi Hai

Image

Aazanon Mein Khoi Hoi Namazon Mein Roi Hoi Main Khudari Ki Chaadar Mein Lipti Hoi Ik Aam See Larki

Image
  اذانوں میں کھوئی ہوئی نمازوں میں روئی ہوئی میں خوداری کی چادر میں لپٹی اِک عام سی لڑکی Aazanon Mein Khoi Hoi Namazon Mein Roi Hoi Main Khudari Ki Chaadar Mein Lipti Hoi Ik Aam See Larki

Le Chal Ae Zindagi Us Bachpan Mein Jahan Na Koi Zarori Tha Na Koi Zarorat Thi

Image
  لے چل اے زندگی اس بچپن میں جہاں نہ کوئی ضروری تھا نہ کوئی ضرورت تھی Le Chal Ae Zindagi Us Bachpan Mein Jahan Na Koi Zarori Tha Na Koi Zarorat Thi

Iss se bard kar masawaat e Ishq kya hogi Agar woh la makaan hai to darbadar hum bhi hain

Image
Iss se bard kar masawaat e Ishq kya hogi Agar woh la makaan hai to darbadar hum bhi hain

Khushfehmion ke silsale itnay draz hain Keh har eent samjhti hayi deewar mujh se hai

Image
Khushfehmion ke silsale itnay draz hain Keh har eent samjhti hayi deewar mujh se hai

Dopehar tak bik gaya bazar ka har ik jhoot Aur main ik sach ko lekar sham tak betha raha

Image
Dopehar tak bik gaya bazar ka har ik jhoot Aur main ik sach ko lekar sham tak betha raha  

Chaahaton ka samandar hai Phir bhi teri talaash hai

Image
Chaahaton ka samandar hai Phir bhi teri talaash hai   #Hijars   It is an ocean of desires Still searching for you

Aisay ilzaam se phir bhala kon mukarna chahay Ke tujh se mansoob karen mujh ko zamane walay

Image
Aisay ilzaam se phir bhala kon mukarna chahay Ke tujh se mansoob karen mujh ko zamane walay

Dil kay jhuknay ki khabar ho phir na sir katnay ka hoosh aik sajda ho agar aisa , jisy sajda kahoon

Image
  منفرد نام کے شاعر مقیم پیا ولی کا خوبصورت کلام دل کے جھکنے کی خبر ہو پھر نہ سر کٹنے کا ہوش   ایک  سجدہ  ہو  اگر  ایسا ، جسے   سجدہ   کہوں  جس میں تیرا غم نہیں وہ دل نہیں کچھ اور ہے کیسے  خالی  قبر  کو  راحت  گہہ   تقویٰ  کہوں   Munfarid Nam Ke Shair Muqeem Piya Wali Ka Khoobsorat Kalam Dil kay jhuknay ki khabar ho phir na sir katnay ka hoosh aik  sajda  ho  agar  aisa , jisy  sajda  kahoon jis main taira gham nahi woh dil nahi kuch ore hay kaisy  khali qabar qabar ko rahat ghahi taqwa kahoon Muqeem piya wali

Umr rishton ke taqazeh hi nibhate guzri Zindagi ne mujhe apna kabhi honay na diya

Image
Umr rishton ke taqazeh hi nibhate guzri Zindagi ne mujhe apna kabhi honay na diya I spent my life maintaining the division of relationships. Life never let me be yours

Aajiza Garza Ibadat Okra Janat Ogata Du Mubaraky MOOR Izzat Okra Janat Ogata

Image
A Aajiza Garza Ibadat Okra Janat Ogata Du Mubaraky MOOR Izzat Okra Janat Ogata

woh kehte hain ishhq ki wazahat karein hum kehte hain faqat mehboob ki itaat karein

Image
woh kehte hain ishhq ki wazahat karein hum kehte hain faqat mehboob ki itaat karein

Tayyar Thay Namaz Ye Hum Sun Ke Zikr e Hoor Jalwah Button Ka Dekh Ke Neeyat Badal Gai

Image
  تیار  تھے  نماز  پہ  ھم  سن  کے  زکر_ حور جلوہ  بتوں  کا  دیکھ  کے  نیت  بدل  گئی Tayyar Thay Namaz Ye Hum Sun Ke Zikr e Hoor Jalwah Button Ka Dekh Ke Neeyat Badal Gai

Beriya nu bair lag Gaye re tauba, Phoolon se jhuk gayi daliyan

Image
Beriya nu bair lag Gaye re tauba, Phoolon se jhuk gayi daliyan

Mata-e-zeest main samil rahay hazaron rafeeq Woh jis ki chah thi dil ko wohi magar na mila

Image
Mata-e-zeest main samil rahay hazaron rafeeq Woh jis ki chah thi dil ko wohi magar na mila