Ab teray hijar mein lazat na tere wasal mein lutaf En dinon zeest hai thehray howay aansoo ki tarah



اب تیرے ھجر میں لذت ، نہ تیرے وَصل میں لُطف
ان دِنوں زیست ھے ٹھہرے ھُوئے آنسُو کی طرح
زندگی کی یہی قیمت ھے ، کہ ارزاں ھو جاؤ
نغمۂ درد لیے ، موجۂ خوشبو کی طرح
عبید اللّه علیمؔ


Ab teray hijar mein lazat na tere wasal mein lutaf
En dinon zeest hai thehray howay aansoo ki tarah
Zindgi ki yahi qeemat hai k arzaan ho jao
Naghma-e-dard liye mouj-e-khushboo ki tarah
 

Obaidullah Aleem


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo