Kabhi milenge to phir tera haal pochhenge Jawaab denge na kuch bas sawaal pochhenge



कभी मिलेंगे तो फिर तेरा हाल पूछेंगे
जवाब देंगे ना कुछ बस सवाल पूछेंगे
बताओ कैसे गुज़री ये चांदनी रातें
तुम्हारे कैसे कटे माह-ओ-साल पूछेंगे
कभी सुकून में भी इज़तारब पाया है
कभी खुशी में हुआ है मलाल पूछेंगे
हमारी याद कभी आयी या नही
कभी हमारा भी आया खयाल पूछेंगे

 
Kabhi milenge to phir tera haal pochhenge
Jawaab denge na kuch bas sawaal pochhenge
Bataao kaise guzri chaandni raate'in
Tumhaare kaise kate maah-o-saal pochhenge
Kabhi sukoon mein bhi iztraab paaya hai
Kabhi khushi mein bhi hua hai malaal pochhenge
Humari yaad kabhi aayi ya nahi
Kabhi humaara bhi aaya khayal pochhenge


Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai