Aa meri tareh kabhi tuu bhi samandar mei.n utar Yuu.n kinaaro.n se na maa'loom ye gehraayee kar



Different poets- Similar ground-different thoughts
आ मेरी तरह कभी तू भी समंदर में उतर
यूँ किनारों से न मालूम ये गहराई कर।

मोहसिन एहसान
Aa meri tareh kabhi tuu bhi samandar mei.n utar
Yuu.n kinaaro.n se na maa'loom ye gehraayee kar

Mohsin Ehsaan
मुझ को पाना है तो फिर मुझ में उतर कर देखो
यूँ किनारों से समंदर नहीं देखा जाता।

रज़ी अख़तर शौक़
Mujh ko paana hai tau phir mujh mei.n utar kar dekho
Yuu.n kinaaro.n se samandar nahi.n dekha jaata

Razi Akhtar Shauk


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo