Darwazah Bhi Jaise Meri Dhadkan Se Joda Hai Dastak Hi Batati Hai Paraya Hai Keh Tum Ho



اک لفظ میں بھٹکا ہوا شاعر ہے
کہ میں ہوں
اک غیب سے آیا ہوا مصرع ہے
کہ تم ہو
دروازہ بھی جیسے مری دھڑکن سے
جڑا ہے
دستک ہی بتاتی ہے پرایا ہے
کہ تم ہو

इक लफ़्ज़ में भटका हुआ शायर है
कि मैं हूँ
इक ग़ैब से आया हुआ मिसरा है
कि तुम हो

दरवाज़ा भी जैसे मेरी धड़कन से
जुड़ा है
दस्तक ही बताती है पराया है
कि तुम हो

Ik Lafz Mein Bhatka Hoa Shair Hai

Keh Main Hoon

Ik Ghaib Se Aaya Hoa Misra Hai

Keh Tum Ho

Darwazah Bhi Jaise Meri Dhadkan Se

Joda Hai

Dastak Hi Batati Hai Paraya Hai

Keh Tum Ho

 

Comments

Popular posts from this blog

Mujh Se Meri Umar Ka Khasara Poochtay Hein Ya'ani Log Mujh Se Tumhara Poochtay Hein

Ik Main Pheeki Chaah Naein Peenda Doja Thandi Chaah Naein Peenda

Hum Ne Tujhe Jana Hai Faqat Teri Aata Se Woh Hamdia Kalam Jis Ki Aawaz Aur Kalam Ko Allama Iqbal Se Mansoob Kia Jata Hai