Chashm e giriyan mein wo sailab thay ay yar ke bas Garche kehte rahe mujh se mere ghamkhwar ke bas



چشم گریاں میں وہ سیلاب تھے اے یار کہ بس
گرچہ کہتے رہے مجھ سے میرے غمخوار کہ بس

زندگی تھی کہ قیامت تھی کہ فرقت تیری
ایک اک سانس نے وہ وہ دیے آزار کہ بس
احمد فرازؔ

Chashm e giriyan mein wo sailab thay ay yar ke bas
Garche kehte rahe mujh se mere ghamkhwar ke bas

Zindagi thi ke qayamat thi ke furqat teri
Aik ek sans ne wo wo diye azaar ke bas

Ahmed Faraz


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo