Chhup ke aye ga koi husn e takhayyul ki tarah Aj ki rat chiraghon ko jalana hai manaa



چھپ کے آئے گا کوئی حسن تخیل کی طرح
آج کی رات چراغوں کو جلانا ہے منع

کھول دو ذہن کے سہمے ہوئے دروازوں کو
آج جذبات پہ پہروں کا بٹھانا ہے منع
ساغر صدیقی

Chhup ke aye ga koi husn e takhayyul ki tarah
Aj ki rat chiraghon ko jalana hai manaa

Khhol do zehn ke sehme huay darwazon ko
Aj jazbat pe pehron ka bithana hai manaa

Saghar Siddiqui


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo