Dil tha nazuk magar phata hi nahi Ankh patthar thi phir bhi roti rahi



دل تھا نازک مگر پھٹا ہی نہیں
آنکھ پتھر تھی پھر بھی روتی رہی

وہ سفر آخری تھا اس کے ساتھ
اور وہ سارے سفر میں سوتی رہی
حسیب الحسن

Dil tha nazuk magar phata hi nahi
Ankh patthar thi phir bhi roti rahi

Wo safar akhri tha us ke sath
Aur wo sare safar mein soti rahi

Haseeb ul Hassan


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo