Khud apni lash utha kar idhar udhar jana Bada azab hai marne se pehle mar jana



خود اپنی لاش اُٹھا کر اِدھر اُدھر جانا
بڑا عذاب ہے مرنے سے پہلے مر جانا

یہ سوچنا کہ چلا جائے اب خدا کے پاس
مگر پھر اگلے ہی لمحے خدا سے ڈر جانا

Khud apni lash utha kar idhar udhar jana
Bada azab hai marne se pehle mar jana

Ye sochna ke chala jaye ab Khuda ke paas
Magar phir agle hi lamhe Khuda se dar jana


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo