Nuzool e husn ki tabani kise kehte hain Nazar se pooch ke hairani kise kehte hain



نزولِ حُسن کی تابانی کسے کہتے ہیں
نظر سے پوچھ کہ حیرانی کسے کہتے ہیں

Nuzool e husn ki tabani kise kehte hain
Nazar se pooch ke hairani kise kehte hain


میں اس لیے بھی سُناتا نہیں دُکھڑے تجھ کو
مجھے خبر ہے پریشانی کسے کہتے ہیں 

Main is liye bhi sunata nahi dukhhde tujh ko
Mujhe khabar hai, pareshani kise kehte hain

 
یہ مشکلات ذرا سر سے گزر جانے دے
تجھے بتائیں گے آسانی کسے کہتے ہیں 

Ye mushkilat zara sar se guzar jane de
Tujhe batayen ge, asani kise kehte hain

 
یونس تحسین 

Younus Tehseen


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo