Wo rut bhi aiy ke main phool ki saheli hui Mehak mein champa kali, roop mein chambeli hui



وہ رُت بھی آئی کہ میں پھول کی سہیلی ہوئی
مہک میں چمپا کلی روپ میں چنبیلی ہوئی

 Wo rut bhi aiy ke main phool ki saheli hui
Mehak mein champa kali, roop mein chambeli hui

 
جو حرفِ سادہ کی صورت ہمیشہ لکھی گئی
وہ لڑکی تیــــــرے لیے کس طرح پہیلی ہوئی

Jo harf e sada ki soorat hamesha likhhi gaiy
Wo ladki tere liye kis tarah paheli hui

 
پروین شــــــاکر

Parveen Shakir


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo