Aj phir husn e dil ara ki wohi dhaj ho gi Wohi khwabeedah si ankhen, wohi kajal ki lakeer



آج پھر حُسنِ دل آراء کی وہی دَھج ہو گی
وہی خوابیدہ سی آنکھیں، وہی کاجَل کی لکیر

رنگِ رُخسار پہ ہلکا سا وہ غازے کا غُبار
صندلیں ہاتھ پہ دُھندلی سی حِنا کی تحریر
فیض احمّد فیض

Aj phir husn e dil ara ki wohi dhaj ho gi
Wohi khwabeedah si ankhen, wohi kajal ki lakeer

Rang e rukhsar pe halka sa wo ghaze ka ghubar
Sandaleen hath pe dhundli si hina ki tehreer

Faiz Ahmed Faiz


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo