Bulbul gazal saraayi aagey Hamaare mat kar Sab hum se seekhtey hain andaaz guftgoo ka



Different poets- Similar ground-different thoughts
बुलबुल ग़ज़ल सराई आगे हमारे  मत कर
सब हम से सीखते हैं अंदाज़ गुफ्तुगू का

मीर तक़ी मीर
Bulbul gazal saraayi aagey Hamaare  mat kar
Sab hum se seekhtey hain andaaz guftgoo ka

Mir Taqi Mir
तरक्की कर गए बीमारियों के सौदागर
ये सब मरीज़ हैं जो अब दवाएं करने लगे

Taraqqi kar gaye beemaarion ke Saudagar
Ye sab mareez hain jo abb dawaayn karney lagey

"मैंने गिनती सिखाई थी जिसको,
वो पहाड़ा पढ़ा रहा है मुझे

(फ़हमी बदायूँनी)
Main ne ginti sikhaayee thi jis ko
Wo pahaada padaa raha hai mujhey

Fehmi Badayuni
सलीक़ा हमने सिखाया था जिनको चलने का
वो लोग आज हमें दाएं बाएं करने लगे

राहत इंदौरी
Saleeqa hum ne sikhaaya tha Jin ko chalney ka
Wo log Aaj hamein daayn baayn karney lagey

Rahat Indori


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo