Hone thay jitne khhel muqaddar ke, ho gaye Hum tooti nao le ke samundar ke ho gaye



ہونے تھے جتنے کھیل مقدر کے، ہو گئے
ہم ٹوٹی ناؤ لے کے سمندر کے ہو گئے
Hone thay jitne khhel muqaddar ke, ho gaye
Hum tooti nao le ke samundar ke ho gaye


خوشبو ہمارے ہاتھ کو چُھو کر گزر گئی
ہم پھول سب کو بانٹ کے پتھر کے ہو گئے
Khushbu hamare hath ko chhu kar guzar gaiy
Hum phool sab ko bant ke patthar ke ho gaye


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo