Piyar Ki Man Mein Jot Jagaye Aik Zamana Ho Gaya Aansooun Ko Parwan Chadaye Aik Zamana Ho Gaya



پیار کی من میں جوت جگائے ایک زمانہ بیت گیا
آنسوؤں کو پروان چڑھائے ایک زمانہ بیت گیا
Piyar Ki Man Mein Jot Jagaye Aik Zamana Ho Gaya

Aansooun Ko Parwan Chadaye Aik Zamana Ho Gaya


عہدِ بہاراں، جوشِ جوانی، کنجِ گُلستاں تنہائی
چاندنی راتیں اور دو سائے، ایک زمانہ بیت گیا
Ahd e Baharaan , Josh e Jawani , Kanj Gulistan Tanhaai

Chandni Ratein Aur Do Saaye , Aik Zamana Ho Gaya


آؤ عدمؔ پھر سُندر سُندر مورتیوں سے پیار کریں
اُجلے اُجلے دھوکے کھائے ایک زمانہ بیت گیا

Aao ADAM Phir Sundar Sundar Mortiyun Se Piyar Karein

Ujly Ujly Dhokay Khaye Aik Zamana Ho Gaya


سید عبد الحمید عدمؔ
Sayed Abdul Hameed Adam


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo