Wehshat e dil fazoon to hai, haal mera zaboon to hai Ishq nahi, junoon to hai is ke asar ko kia karoon



وحشت دل فزوں تو ہے حال مرا زبوں تو ہے
عشق نہیں، جنوں تو ہے، اس کے اثر کو کیا کروں
Wehshat e dil fazoon to hai, haal mera zaboon to hai
Ishq nahi, junoon to hai is ke asar ko kia karoon

 
اہل نظر کوئی نہیں اس لیے خود پسند ہوں
آپ ہی دیکھتا ہوں میں اپنے ہنر کو، کیا کروں

Ehl e nazar koi nahi is liye khud pasand hoon
Ap hi dekhta hoon main apne hunar ko, kia karoon

 
حفیظ جالندھری

Hafeez Jalandhari


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo