Dekho to dilfarebi e andaz e naqsh e pa Mauj e kharam e yar bhi kia gul kuter gaiy



دیکھو تو دلفریبئ اندازِ نقشِ پا
موجِ خرامِ یار بھی کیا گُل کُتر گئی
Dekho to dilfarebi e andaz e naqsh e pa
Mauj e kharam e yar bhi kia gul kuter gaiy

 
نظارے نے بھی کام کیا واں نقاب کا
مستی سے ہر نگاہ تیرے رخ پر بکھر گئی
Nazare ne bhi kaam kiya van niqab ka
Masti se har nigah tere rukh par bikhhar gaiy

 
مرزا اسد اللّٰہ خان غالب
Mirza AsaduLlah Khan Ghalib


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo