Itne bhi rang na thay musavvir ke hath mein Jitne naqoosh wo mere chehre mein bhar gaya



اتنے بھی رنگ نہ تھے مُصوّر کے ہاتھ میں
جتنے نقوش وہ میرے چہرے میں بھر گیا
Itne bhi rang na thay musavvir ke hath mein
Jitne naqoosh wo mere chehre mein bhar gaya

 
اک حادثے نے روح میں وہ توڑ پھوڑ کی
جو بھی ذرا قریب ہُوا وہ ہی ڈر گیا
Ek hadise ne rooh mein wo tod phod ki
Jo bhi zara qareeb hua, wo hi dar gaya


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo