Mashooq ki khataa nahi, ashiq ka hai qusoor Jab ghaur kar ke dekhte hain munsifi se hum



معشُوق کی خطا نہیں عاشِق کا ہے قصُور
جب غور کر کے دیکھتے ہیں مُنصَفِی سے ہم
Mashooq ki khataa nahi, ashiq ka hai qusoor
Jab ghaur kar ke dekhte hain munsifi se hum

 
کمبخت دِل نے داغ، کِیا ہے ہَمیں تباہ
عاشِق مِزاج ہو گئے آخر اِسی سے ہم

Kambakht dil ne Dagh, kiya hai humen tabah
Ashiq mizaj ho gaye akhir isi se hum

 
مرزا داغ دہلوی
Mirza Dagh Dehlvi


No comments:

Post a Comment

Featured post

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo

Main tumko bhool jaonga lekin yeh shart hai Gulshan mein chal ke phool se khushbo juda karo